bhāg (1)
-------
he eh he he
ho oh ho ho
āp ko dekh kar
(āp ko dekh kar, hamko aisā lagā
jaise mujhko naī zindgī mil gayī
o merī dilrubā rab se māṇgūṅ maiṅ kyā
hamko sāre jahāṇ kī khuśhī mil gayī
āp ko dekh kar ) - 2
aisā chehrā hasīṅ hamne dekhā nahīṅ
āp jaisā koī nā zamāne meṅ
haiṅ vohī vo adā haiṅ vohī vo vafā
hamko sadiyoṅ lagī jisko pāne meṅ
jān-e-adā jān-e-vafā dūr na jānā
āp ko dekh kar
āp ko dekh kar …
he eh he he ho oh ho ho
kareṅ kaise adā rab kā ham śhukriyā
ham use ab kabhī na bhulāyeṅge
ab nā toṛeṅge ham pyār kī ye qasam
vādā kar ke sanam ham nibhāyeṅge
hamne to sīkhā hai sadā sāth nibhānā
āp ko dekh kar
āp ko dekh kar…
he eh he he ho oh ho ho
oh oh oh oh ah ah ah ah
bhāg (2)
-------
he eh he he
ho oh oh oh
(kareṅ kaise adā rab kā ham śhukriyā
ham use ab kabhī na bhulāyeṅge
ab nā toṛeṅge ham pyār kī ye kasam
vādā kar ke sanam ham nibhāyeṅge ) - 2
hamne to sīkhā hai sadā sāth nibhānā
hoke tumse judā
hoke tumse judā hamko aisā lagā
jaise mujhse merī zindgī chhin gayī
āṇsuoṅ kī kasam tujhpe āye nā ġham
mujhse to merī har ek khuśhī chhin gayī
hoke tumse judā, hoke tumse judā