Din maheene saal guzarte jaaenge

दिन महीने साल गुज़रते जाएँगे
Work
Year
Language

कि: दिन महीने साल गुज़रते जाएँगे
हम प्यार में जीते प्यार में मरते जाएँगे
ल: ( देखेंगे
कि: देख लेना ) -2
ल: दिन महीने साल …
कि: दिन महीने साल …

( मत शरमाओ आ जाओ ) -2 मेरी बाँहों में
देखो अपनी तस्वीर मेरी निगाहों में
क्‌या हुआ गर काँटे हैं अपनी राहों में -2
इन राहों में फूल बिखरते जाएँगे
हम प्यार में जीते …

ल: तुमको हमने मान लिया रब तुम जानो -2
हम ये जानें बाक़ी सब तुम जानो
क्‌या कहना है क्‌या नहीं ये अब तुम जानो -2
तुम जो कहोगे हम वो करते जाएँगे
हम प्यार में जीते …

ल: दुख-सुख का साथी ( हाँ जी ) -2 तुम्हें बनाया है -2
कि: हमने जीवन का साझी हाँ जी तुम्हें बनाया है -2
ल: दिल की नईया का माझी तुम्हें बनाया है -2
कि: इस पार से उस पार उतरते जाएँगे
हम प्यार में जीते …

ki: din mahīne sāl guzarte jāeṇge
ham pyār meṅ jīte pyār meṅ marte jāeṇge
la: ( dekheṅge
ki: dekh lenā ) -2
la: din mahīne sāl …
ki: din mahīne sāl …

( mat śharmāo ā jāo ) -2 merī bāṇhoṅ meṅ
dekho apnī tasvīr merī nigāhoṅ meṅ
k‌yā huā gar kāṇṭe haiṅ apnī rāhoṅ meṅ -2
in rāhoṅ meṅ phūl bikharte jāeṇge
ham pyār meṅ jīte …

la: tumko hamne mān liyā rab tum jāno -2
ham ye jāneṅ bāqī sab tum jāno
k‌yā kahnā hai k‌yā nahīṅ ye ab tum jāno -2
tum jo kahoge ham vo karte jāeṇge
ham pyār meṅ jīte …

la: dukh-sukh kā sāthī ( hāṇ jī ) -2 tumheṅ banāyā hai -2
ki: hamne jīvan kā sājhī hāṇ jī tumheṅ banāyā hai -2
la: dil kī naīyā kā mājhī tumheṅ banāyā hai -2
ki: is pār se us pār utarte jāeṇge
ham pyār meṅ jīte …