दिन जा रहे हैं के रातों के साये
अपनी सलीबें आप ही उठाये
जब कोई डूबा रातों का तारा
कोई सवेरा वापस ना आया
वापस जो आये वीरान साये
जीना तो कोई मुश्किल नहीं था
मगर डूबने को साहिल नहीं था
साहिल पे कोई अब तो बुलाये
साँसों की डोरी टूटे ना टूटे
जरा जिंदगी से दामन तो छूटे
कोई ज़िन्दगी के हाथ न आये
दिन जा रहे हैं के रातों के साये
Work
Year
Language
din jā rahe haiṅ ke rātoṅ ke sāye
apnī salībeṅ āp hī uṭhāye
jab koī ḍūbā rātoṅ kā tārā
koī saverā vāpas nā āyā
vāpas jo āye vīrān sāye
jīnā to koī muśhkil nahīṅ thā
magar ḍūbne ko sāhil nahīṅ thā
sāhil pe koī ab to bulāye
sāṇsoṅ kī ḍorī ṭūṭe nā ṭūṭe
jarā jiṅdgī se dāman to chhūṭe
koī zindgī ke hāth na āye