Din hain bahaar ke tere mere ikraar ke

दिन हैं बहार के तेरे मेरे इकरार के
Work
Year
Language

दिन हैं बहार के, तेरे मेरे इकरार के
दिल के सहारे आजा प्यार करे
दुश्मन हैं प्यार के जब लाखों गम संसार के
दिल के सहारे कैसे प्यार करे

दुनिया का बोझ ज़रा दिल से उतार दे
छोटी सी जिंदगी है हँस के गुज़ार दे
अपनी तो जिंदगी बीती है जी को मार के
दिल के सहारे कैसे प्यार करे

अच्छा नहीं होता यूँ ही सपनों से खेलना
बड़ा ही कठिन है हक़ीकतों को झेलना
अपनी हक़ीक़ते मेरे सपनों पे वार के
दिल के सहारे आजा प्यार करे

ऐसी वैसी बाते सभी दिल से निकाल दे
जीना है तो कश्ती को धारे पे डाल दे
धारे के गोद में घेरे भी हैं मज़धार के
दिल के सहारे कैसे प्यार करे

din haiṅ bahār ke, tere mere ikrār ke
dil ke sahāre ājā pyār kare
duśhman haiṅ pyār ke jab lākhoṅ gam saṅsār ke
dil ke sahāre kaise pyār kare

duniyā kā bojh zarā dil se utār de
chhoṭī sī jiṅdgī hai hṇs ke guzār de
apnī to jiṅdgī bītī hai jī ko mār ke
dil ke sahāre kaise pyār kare

achchhā nahīṅ hotā yūṇ hī sapnoṅ se khelnā
baṛā hī kaṭhin hai haqīktoṅ ko jhelnā
apnī haqīqte mere sapnoṅ pe vār ke
dil ke sahāre ājā pyār kare

aisī vaisī bāte sabhī dil se nikāl de
jīnā hai to kaśhtī ko dhāre pe ḍāl de
dhāre ke god meṅ ghere bhī haiṅ mazdhār ke
dil ke sahāre kaise pyār kare