Din hai naa ye raat ... thore se hain andhere men thore ujaale men

दिन है ना ये रात ... थोड़े से हैं अन्धेरे में थोड़े उजाले में
Work
Year
Language

उ: दिन है ना ये रात
प: थोड़े से हैं अन्धेरे में थोड़े उजाले में
उ: दहशत में रहता है हर वक़्त दिल
प: थोड़े से हैं अन्धेरे में थोड़े उजाले में
उ: दिन है ना ये रात

उ: यूँ खड़े चौराहे पे मुँह चुरा रहे साये से
गूँजती रहती अवाज़ें चेतना बहरी बना के
दहशत में रहता है हर वक़्त दिल
प: थोड़े से हैं अन्धेरे में थोड़े उजाले में
उ: दिन है ना ये रात -2
दहशत में रहता है हर वक़्त दिल

उ: घेरती परछाँइयों ने रूह की गहराइयों में
ख़ौफ़ कुछ ऐसा दिखाया ज़लज़ला जैसे हो आया
दहशत में रहता है हर वक़्त दिल
प: थोड़े से हैं अन्धेरे में थोड़े उजाले में
उ: दिन है ना ये रात
प: थोड़े से हैं अन्धेरे में थोड़े उजाले में
को: ला ला ला रू रा री
प: थोड़े से हैं अन्धेरे में थोड़े उजाले में
उ: दिन है ना ये रात
को: ऊ ऊ ऊ ऊ

u: din hai nā ye rāt
pa: thoṛe se haiṅ andhere meṅ thoṛe ujāle meṅ
u: dahśhat meṅ rahtā hai har vaqt dil
pa: thoṛe se haiṅ andhere meṅ thoṛe ujāle meṅ
u: din hai nā ye rāt

u: yūṇ khaṛe chaurāhe pe muṇh churā rahe sāye se
gūṇjtī rahtī avāzeṅ chetnā bahrī banā ke
dahśhat meṅ rahtā hai har vaqt dil
pa: thoṛe se haiṅ andhere meṅ thoṛe ujāle meṅ
u: din hai nā ye rāt -2
dahśhat meṅ rahtā hai har vaqt dil

u: ghertī parchhāṇiyoṅ ne rūh kī gahrāiyoṅ meṅ
khauf kuchh aisā dikhāyā zalazlā jaise ho āyā
dahśhat meṅ rahtā hai har vaqt dil
pa: thoṛe se haiṅ andhere meṅ thoṛe ujāle meṅ
u: din hai nā ye rāt
pa: thoṛe se haiṅ andhere meṅ thoṛe ujāle meṅ
ko: lā lā lā rū rā rī
pa: thoṛe se haiṅ andhere meṅ thoṛe ujāle meṅ
u: din hai nā ye rāt
ko: ū ū ū ū