hūṇ hūṇ …
lā lā lā …
ā: zarā sā jhūm lūṇ maiṅ
abhi: are na re na re na
ā: zarā sā ghūm lūṇ maiṅ
abhi: are na re na re na
ā: ā tujhe chūm lūṇ maiṅ
abhi: are na re bābā na
ā: maiṅ chalī banke havā
abhi: rabb mere maiṅnu bachā
ā: mausam bhī beimān mastī kā ye samā
roko logoṅ zamīṅ pe girne lagā āsmāṇ
ṭhumak ṭhumak ke jhūlūṇgī
maiṅ uṛke gagan ko chhū lūṇgī
maiṅ chalī banke havā
abhi: rabb mere maiṅnu bachā …
ā: ṭhaṇḍī ṭhaṇḍī pavan jaltā hai ye badan
jī chāhtā hai banā lūṇ tujhko apnā sajan
huā nahīṅ ye pahle kabhī merī chāl badal gayī abhī abhī
maiṅ chalī banke havā
abhi: rabb mere maiṅnu bachā …
abhi: jātī hai tū kahāṇ jān-e-man jān-e-jāṇ
laṛkī hai tū khūbsūrat laṛkā maiṅ naujvāṇ
tujhe gale lagā lūṇ ā palkoṅ meṅ biṭhā lūṇ ā
ho gayā mujhe naśhā
ā: rabb mere maiṅnu bachā …
abhi: zarā sā jhūm lūṇ maiṅ
ā: are na re na re na
abhi: zarā sā ghūm lūṇ maiṅ
ā: are na re na re na
abhi: ā tujhe chūm lūṇ maiṅ
ā: are na re bābā na
abhi: maiṅ chalī banke havā
ā: rabb mere maiṅnu bachā