दिलरुबा दिल पे तू ये सितम किए जा किए जा
आ: दिलरुबा दिल पे तू ये सितम किए जा किए जा
र: ओ हम भी तो आग में जलते रहे
प्यार के शोलों पे चलते रहे हो
हो दिलरुबा दिल पे तू ये सितम किए जा किए जा
आ: ओ हम भी तो आग में जलते रहे
प्यार के शोलों पे चलते रहे
र: क्या बताऊँ क्या दिल का हाल है
जिस घड़ी से मिले हम
जैसे सैकड़ों बिजलियाँ गिरीं और जल उठे हम
आ: हाय क्यों मुझे ख़ाक़ करने पर तुले हो ज़ालिम
आख़िर क्या बिगाड़ा है मैने तुम्हारा
र: दिलरुबा दिल पे …
आ: हम भी तो …
आ: अंग-अंग में मीठा दर्द है छटपटाए मेरा दिल
इक दफ़ा में ही क़त्ल कर दे तू मुझको मेरे क़ातिल
र: हाय दिल की गहराइयों को चीरता हुआ
ये दर्द ये क़सक ये चुभन
आ: आज दिल के तुम इतने पास हो जैसे मेरी धड़कन
र: एक आज से अपने जिस्म-ओ-जाँ एक अपने तन-मन
आ: आज एक साथ महके हैं दो गुलाब
र: एक डोर में गूँथे हैं दो मोती
दो: एक साथ धड़के हैं दो दिल
दिलरुबा दिल पे …
ā: dilrubā dil pe tū ye sitam kie jā kie jā
ra: o ham bhī to āg meṅ jalte rahe
pyār ke śholoṅ pe chalte rahe ho
ho dilrubā dil pe tū ye sitam kie jā kie jā
ā: o ham bhī to āg meṅ jalte rahe
pyār ke śholoṅ pe chalte rahe
ra: kyā batāūṇ kyā dil kā hāl hai
jis ghaṛī se mile ham
jaise saikaṛoṅ bijliyāṇ girīṅ aur jal uṭhe ham
ā: hāy kyoṅ mujhe khāq karne par tule ho zālim
ākhir kyā bigāṛā hai maine tumhārā
ra: dilrubā dil pe …
ā: ham bhī to …
ā: aṅg-aṅg meṅ mīṭhā dard hai chhaṭapṭāe merā dil
ik dafā meṅ hī qatl kar de tū mujhko mere qātil
ra: hāy dil kī gahrāiyoṅ ko chīrtā huā
ye dard ye qasak ye chubhan
ā: āj dil ke tum itne pās ho jaise merī dhaṛkan
ra: ek āj se apne jism-o-jāṇ ek apne tan-man
ā: āj ek sāth mahke haiṅ do gulāb
ra: ek ḍor meṅ gūṇthe haiṅ do motī
do: ek sāth dhaṛke haiṅ do dil
dilrubā dil pe …