Dillee hai dil hindustaan kaa

दिल्ली है दिल हिन्दुस्तान का
Work
Year
Language

मु: दिल्ली है दिल हिन्दुस्तान का
ये तो तीरथ है सारे जहान का
दिल्ली है दिल …

ल: कहने को छोटा सा इक नाम है यह
सोचो तो इसके मतलब हज़ार
दिल से बना है दिल्ली जभी तो करता है
दिल से सभी को प्यार
को: दिल से बना है …
मु: प्यारा है रूस इंगलिस्तान का
को: ये तो तीरथ है …

मु: बिखरा है इतिहास गलियों में इसकी
सदियों के बाकी यहाँ पर निशान
होगी कशिश कुछ माटी में इसकी
बापू ने त्यागे यहीं पर जो प्राण
को: होगी कशिश कुछ …
मु: क्‌या कहना इसकी शान का
को: ये तो तीरथ है …

ल: चर्चा है इसका सारे जहान में
बेशक़ यही तो भारत का ताज
मु: शोभा है इस ताज की वो जवाहर
जिसका हमारे दिलों पर है राज
को: शोभा है इस ताज …
ल: रक्षक भारत की आन का
को: ये तो तीरथ है …

mu: dillī hai dil hindustān kā
ye to tīrath hai sāre jahān kā
dillī hai dil …

la: kahne ko chhoṭā sā ik nām hai yah
socho to iske matalab hazār
dil se banā hai dillī jabhī to kartā hai
dil se sabhī ko pyār
ko: dil se banā hai …
mu: pyārā hai rūs iṅglistān kā
ko: ye to tīrath hai …

mu: bikhrā hai itihās galiyoṅ meṅ iskī
sadiyoṅ ke bākī yahāṇ par niśhān
hogī kaśhiśh kuchh māṭī meṅ iskī
bāpū ne tyāge yahīṅ par jo prāṇ
ko: hogī kaśhiśh kuchh …
mu: k‌yā kahnā iskī śhān kā
ko: ye to tīrath hai …

la: charchā hai iskā sāre jahān meṅ
beśhaq yahī to bhārat kā tāj
mu: śhobhā hai is tāj kī vo javāhar
jiskā hamāre diloṅ par hai rāj
ko: śhobhā hai is tāj …
la: rakṣhak bhārat kī ān kā
ko: ye to tīrath hai …