Dil teraa dil meraa dil dil se mil hee gayaa ... golden jubilee manaaegee

दिल तेरा दिल मेरा दिल दिल से मिल ही गया ... गोल्देन जुबिली मनाएगी
Year
Language

उ: दिल तेरा दिल मेरा दिल दिल से मिल ही गया
छाया है बेताबी का रंग नया
मैं हूँ तेरा रोमिओ तू है मेरी जूलियट
चल कह दें ज़माने से
तेरी मेरी love story जिस film में आएगी गी गी
वो film तो golden jubilee मनाएगी
वो film तो golden jubilee मनाएगी गी गी
अ: दिल तेरा दिल मेरा दिल दिल से मिल ही गया
छाया है बेताबी का रंग नया
तू है मेरा रोमिओ मैं हूँ तेरी जूलियट
चल कह दें ज़माने से
तेरी मेरी love story जिस film में आएगी गी गी
वो film तो golden jubilee मनाएगी
वो film तो golden jubilee मनाएगी गी गी

कभी रूठ गए कभी मान गए इक-दूजे को पहचान गए
हो कभी रूठ गए कभी मान गए इक-दूजे को पहचान गए
उ: इसे दर्द-ए-मोहब्बत कहते हैं अन्जाने में हम जान गए
अ: पलकों में छुपा लेंगे सीने से लगा लेंगे
उ: बरसों की जुदाई का हम आज मज़ा लेंगे
अ: तू है मेरा रोमिओ मैं हूँ तेरी जूलियट
चल कह दें ज़माने से
उ: तेरी मेरी love story जिस film में आएगी गी गी
वो film तो golden jubilee मनाएगी
वो film तो golden jubilee मनाएगी गी गी
अ: दिल तेरा दिल मेरा दिल दिल से मिल ही गया
उ: छाया है बेताबी का रंग नया

कोई रोक नहीं सकता हमको मेरी जानम प्यार जताने से
हो कोई रोक नहीं सकता हमको मेरी जानम प्यार जताने से
अ: कोई माने या ना माने सनम नहीं छुपता इश्क़ छुपाने से
उ: मेरी जान मुझे तूने इतना बेचैन किया
अ: मैं हार गई ख़ुद से मैने तन-मन तुझको दिया
उ: मैं हूँ तेरा रोमिओ तू है मेरी जूलियट
चल कह दें ज़माने से
अ: तेरी मेरी love story जिस film में आएगी गी गी
वो film तो golden jubilee मनाएगी
वो film तो golden jubilee मनाएगी गी गी
उ: दिल तेरा दिल मेरा दिल दिल से मिल ही गया
अ: छाया है बेताबी का रंग नया
उ: मैं हूँ तेरा रोमिओ तू है मेरी जूलियट
चल कह दें ज़माने से
अ: ते ते तेरी मेरी love story जिस film में आएगी गी गी
उ: वो film तो golden jubilee मनाएगी
अ: वो film तो golden jubilee मनाएगी गी गी

u: dil terā dil merā dil dil se mil hī gayā
chhāyā hai betābī kā raṅg nayā
maiṅ hūṇ terā romio tū hai merī jūliyaṭ
chal kah deṅ zamāne se
terī merī love story jis film meṅ āegī gī gī
vo film to golden jubilee manāegī
vo film to golden jubilee manāegī gī gī
a: dil terā dil merā dil dil se mil hī gayā
chhāyā hai betābī kā raṅg nayā
tū hai merā romio maiṅ hūṇ terī jūliyaṭ
chal kah deṅ zamāne se
terī merī love story jis film meṅ āegī gī gī
vo film to golden jubilee manāegī
vo film to golden jubilee manāegī gī gī

kabhī rūṭh gae kabhī mān gae ik-dūje ko pahchān gae
ho kabhī rūṭh gae kabhī mān gae ik-dūje ko pahchān gae
u: ise dard-e-mohabbat kahte haiṅ anjāne meṅ ham jān gae
a: palkoṅ meṅ chhupā leṅge sīne se lagā leṅge
u: barsoṅ kī judāī kā ham āj mazā leṅge
a: tū hai merā romio maiṅ hūṇ terī jūliyaṭ
chal kah deṅ zamāne se
u: terī merī love story jis film meṅ āegī gī gī
vo film to golden jubilee manāegī
vo film to golden jubilee manāegī gī gī
a: dil terā dil merā dil dil se mil hī gayā
u: chhāyā hai betābī kā raṅg nayā

koī rok nahīṅ saktā hamko merī jānam pyār jatāne se
ho koī rok nahīṅ saktā hamko merī jānam pyār jatāne se
a: koī māne yā nā māne sanam nahīṅ chhuptā iśhq chhupāne se
u: merī jān mujhe tūne itnā bechain kiyā
a: maiṅ hār gaī khud se maine tan-man tujhko diyā
u: maiṅ hūṇ terā romio tū hai merī jūliyaṭ
chal kah deṅ zamāne se
a: terī merī love story jis film meṅ āegī gī gī
vo film to golden jubilee manāegī
vo film to golden jubilee manāegī gī gī
u: dil terā dil merā dil dil se mil hī gayā
a: chhāyā hai betābī kā raṅg nayā
u: maiṅ hūṇ terā romio tū hai merī jūliyaṭ
chal kah deṅ zamāne se
a: te te terī merī love story jis film meṅ āegī gī gī
u: vo film to golden jubilee manāegī
a: vo film to golden jubilee manāegī gī gī