Dil se dil milne kaa koee kaaran hogaa

दिल से दिल मिलने का कोई कारण होगा
Year
Language

दिल से दिल मिलने का कोई कारण होगा
बिना कारण कोई बात नहीं होती
वैसे तो हम दोनों एक दूजे से हैं अभी अनजाने
कोई अगर देखे तो कहें, बरसों के हैं मीत पुराने
कुछ है तुम में हम में, वर्ना इस मौसम में
फूलों की ऐसी बारात नहीं होती
हो ना हो हम तुम में प्यार है, शक इस में नहीं है कोई
दो ही मुलाकातों में निगोड़े नैनों ने निंदिया खोई
ऐसे दिन बीतेंगे, कैसे दिन बीतेंगे
अब तो बसर एक रात नहीं होती
जाने कहाँ से आए हो तुम, हम आए कहाँ से जाने
तुम को खबर ना हम को पता दिल कैसे मिले दीवाने
शायद हम दोनों का एक ही रस्ता होगा
वर्ना हमारी मुलाकात नहीं होती

dil se dil milne kā koī kāraṇ hogā
binā kāraṇ koī bāt nahīṅ hotī
vaise to ham donoṅ ek dūje se haiṅ abhī anjāne
koī agar dekhe to kaheṅ, barsoṅ ke haiṅ mīt purāne
kuchh hai tum meṅ ham meṅ, varnā is mausam meṅ
phūloṅ kī aisī bārāt nahīṅ hotī
ho nā ho ham tum meṅ pyār hai, śhak is meṅ nahīṅ hai koī
do hī mulākātoṅ meṅ nigoṛe nainoṅ ne niṅdiyā khoī
aise din bīteṅge, kaise din bīteṅge
ab to basar ek rāt nahīṅ hotī
jāne kahāṇ se āe ho tum, ham āe kahāṇ se jāne
tum ko khabar nā ham ko patā dil kaise mile dīvāne
śhāyad ham donoṅ kā ek hī rastā hogā
varnā hamārī mulākāt nahīṅ hotī