Title (Indic)जिया जले जान जले, नैनों तले WorkDil Se.. Year1998 LanguageHindi Credits Role Artist Music A.R. Rahman Performer Lata Mangeshkar Writer Gulzar LyricsHindiजिया जले, जान जले, नैनो तले धुआँ चले, धुआँ चले रातभर धुआँ चले, जानूँ ना जानूँ ना जानूँ ना, सखी रे देखती है तन मेरा, मन में चुभती है नज़र होंठ सील जाते उनके नर्म होठों से मगर गिनती रहती हूँ मैं अपनी करवटों के सिलसिले क्या करूँ, कैसे कहूँ, रात कब कैसे ढले अंग अंग में जलती हैं दर्द की चिंगारियाँ मसले फूलों की महक में तितलीयों की क्यारियाँ रातभर बेचारी मेहंदी पिसती है पैरों तले क्या करूँ, कैसे कहूँ, रात कब कैसे ढले Englishjiyā jale, jān jale, naino tale dhuāṇ chale, dhuāṇ chale rātabhar dhuāṇ chale, jānūṇ nā jānūṇ nā jānūṇ nā, sakhī re dekhtī hai tan merā, man meṅ chubhtī hai nazar hoṅṭh sīl jāte unke narm hoṭhoṅ se magar gintī rahtī hūṇ maiṅ apnī karavṭoṅ ke silsile kyā karūṇ, kaise kahūṇ, rāt kab kaise ḍhale aṅg aṅg meṅ jaltī haiṅ dard kī chiṅgāriyāṇ masle phūloṅ kī mahak meṅ titlīyoṅ kī kyāriyāṇ rātabhar bechārī mehaṅdī pistī hai pairoṅ tale kyā karūṇ, kaise kahūṇ, rāt kab kaise ḍhale