Title (Indic)ऐ अजनबी, तू भी कभी आवाज दे कहीं से WorkDil Se.. Year1998 LanguageHindi Credits Role Artist Music A.R. Rahman Performer Udit Narayan Performer Mahalakshmi Writer Gulzar LyricsHindiपाखी पाखी परदेसी पाखी पाखी परदेसी ऐ अजनबी, तू भी कभी आवाज़ दे कहीं से मैं यहाँ टुकड़ों में जी रहा हूँ तू कहीं टुकड़ों में जी रही है रोज रोज रेशम सी हवा आते जाते कहती है बता वो जो दूधधूली, मासूम कली वो है कहाँ, कहाँ है वो रोशनी कहाँ है वो जान सी कहाँ है मैं अधूरा, तू अधूरी जी रही है तू तो नहीं है लेकिन तेरी मुस्कुराहट है चेहरा कहीं नहीं है, पर तेरी आहटें हैं तू है कहाँ, कहाँ है तेरा निशाँ कहाँ है मेरा जहां कहाँ है मैं अधूरा, तू अधूरी जी रही है Englishpākhī pākhī pardesī pākhī pākhī pardesī ai ajanbī, tū bhī kabhī āvāz de kahīṅ se maiṅ yahāṇ ṭukaṛoṅ meṅ jī rahā hūṇ tū kahīṅ ṭukaṛoṅ meṅ jī rahī hai roj roj reśham sī havā āte jāte kahtī hai batā vo jo dūdhdhūlī, māsūm kalī vo hai kahāṇ, kahāṇ hai vo rośhnī kahāṇ hai vo jān sī kahāṇ hai maiṅ adhūrā, tū adhūrī jī rahī hai tū to nahīṅ hai lekin terī muskurāhaṭ hai chehrā kahīṅ nahīṅ hai, par terī āhṭeṅ haiṅ tū hai kahāṇ, kahāṇ hai terā niśhāṇ kahāṇ hai merā jahāṅ kahāṇ hai maiṅ adhūrā, tū adhūrī jī rahī hai