अजी, दिल पर हुआ ऐसा जादू तबीयत मचल-मचल गई
नज़रें मिलीं क्या किसी से कि हालत बदल-बदल गई
(कल तक हमारा न पूछो कैसा हाल था
मिलती कहीं आँख दिल को यह मलाल था) - 2
उस ने जो देखा तो हसरत निकल गई
सुन प्यारे, सुन प्यारे, अपनी तो किस्मत बदल गई
दिल पर हुआ ऐसा जादू …
(मिलती है आहट सी प्यार उसके पाँव की
दिल में चमकती हैं बिजलियाँ अदाओं की) - 2
होगा उजाला कि अब रात ढल गई
सुन प्यारे, सुन प्यारे, अपनी तो किस्मत बदल गई
दिल पर हुआ ऐसा जादू …
(कैसी है उल्फ़त की दिल्लगी यह हमनशीं
वो हो गईं मेरी और उसे खबर नहीं) - 2
ज़ालिम मोहब्बत भी क्या चाल चल गई
सुन प्यारे, सुन प्यारे, अपनी तो किस्मत बदल गई
दिल पर हुआ ऐसा जादू …
ajī, dil par huā aisā jādū tabīyat machal-machal gaī
nazreṅ milīṅ kyā kisī se ki hālat badal-badal gaī
(kal tak hamārā na pūchho kaisā hāl thā
miltī kahīṅ āṇkh dil ko yah malāl thā) - 2
us ne jo dekhā to hasrat nikal gaī
sun pyāre, sun pyāre, apnī to kismat badal gaī
dil par huā aisā jādū …
(miltī hai āhaṭ sī pyār uske pāṇv kī
dil meṅ chamaktī haiṅ bijliyāṇ adāoṅ kī) - 2
hogā ujālā ki ab rāt ḍhal gaī
sun pyāre, sun pyāre, apnī to kismat badal gaī
dil par huā aisā jādū …
(kaisī hai ulfat kī dillgī yah hamanśhīṅ
vo ho gaīṅ merī aur use khabar nahīṅ) - 2
zālim mohabbat bhī kyā chāl chal gaī
sun pyāre, sun pyāre, apnī to kismat badal gaī
dil par huā aisā jādū …