दिल तो पागल है दिल दीवाना है
दिल तो पागल है दिल दीवाना है
पहली पहली बार मिलाता है यही सीने में फिर आग लगाता है
धीरे धीरे प्यार सिखाता है यही हँसाता है यही यही रुलाता है
दिल तो पागल है …
सारी सारी रात जगाता है यही अँखियों से नींद चुराता है
सच्चे झूठे ख्वाब दिखाता है यही हँसाता है यही यही रुलाता है
दिल तो पागल है …
इस दिल की बातों में जो आते हैं वो भी दीवाने हो जाते हैं
मंज़िल तो राही ढूंढ लेते हैं रस्ते मगर खो जाते हैं
दिल तो पागल है …
सूरत से मैं ना पहचानूँगी नाम से भी ना उसको जानूँगी
देखूँगी कुछ ना मैं सोचूँगी दिल जो कहेगा वही मानूँगी
दिल तो पागल है …
दिल का कहना हम सब मानें दिल ना किसी की माने
जान दी हमने जान गए सब एक वो ही न जाने
दिल तो पागल है …
रहने दो छोड़ो ये कहानियाँ दीवानेपन की सब निशानियाँ
लोगों की सारी परेशानियाँ इस दिल की हैं ये मेहरबानियाँ
दिल तो पागल है …
dil to pāgal hai dil dīvānā hai
pahlī pahlī bār milātā hai yahī sīne meṅ phir āg lagātā hai
dhīre dhīre pyār sikhātā hai yahī hṇsātā hai yahī yahī rulātā hai
dil to pāgal hai …
sārī sārī rāt jagātā hai yahī aṇkhiyoṅ se nīṅd churātā hai
sachche jhūṭhe khvāb dikhātā hai yahī hṇsātā hai yahī yahī rulātā hai
dil to pāgal hai …
is dil kī bātoṅ meṅ jo āte haiṅ vo bhī dīvāne ho jāte haiṅ
maṅzil to rāhī ḍhūṅḍh lete haiṅ raste magar kho jāte haiṅ
dil to pāgal hai …
sūrat se maiṅ nā pahchānūṇgī nām se bhī nā usko jānūṇgī
dekhūṇgī kuchh nā maiṅ sochūṇgī dil jo kahegā vahī mānūṇgī
dil to pāgal hai …
dil kā kahnā ham sab māneṅ dil nā kisī kī māne
jān dī hamne jān gae sab ek vo hī na jāne
dil to pāgal hai …
rahne do chhoṛo ye kahāniyāṇ dīvānepan kī sab niśhāniyāṇ
logoṅ kī sārī pareśhāniyāṇ is dil kī haiṅ ye meharbāniyāṇ
dil to pāgal hai …