Dil ne tumko ... dil ye meraa tumse kuchh kah rahaa hai suno naa

दिल ने तुमको ... दिल ये मेरा तुमसे कुछ कह रहा है सुनो ना
Year
Language

( दिल ने तुमको चुन लिया है तुम भी इसको चुनो ना
ख़ाब कोई देखता है तुम भी सपने बुनो ना ) -2
दिल ये मेरा तुमसे कुछ कह रहा है सुनो ना -2

दिल ने तुमको चुन लिया है तुम भी इसको चुनो ना
ख़ाब कोई देखता है तुम भी सपने बुनो ना

( दूर हो कर भी दूर तुम नहीं हो
पास हो लेकिन पास क्‌यों नहीं हो ) -2
तनहा-तनहा समा महकी-महकी हवा
कह रहा है जहाँ जो सुनो ना
दिल ने तुमको चुन लिया है तुम भी इसको चुनो ना
ख़ाब कोई देखता है तुम भी सपने बुनो ना
दिल ये मेरा तुमसे कुछ कह रहा है सुनो ना -2

( देख लो मौसम कितना सुहाना है
प्यार करने का ये कोई बहाना है ) -2
मुस्कुराती फ़िज़ा गुनगुनाती हवा
कह रहा है जहाँ जो सुनो ना
दिल ने तुमको चुन लिया है तुम भी इसको चुनो ना
ख़ाब कोई देखता है तुम भी सपने बुनो ना
दिल ये मेरा तुमसे कुछ कह रहा है सुनो ना -2
सुनो ना

( dil ne tumko chun liyā hai tum bhī isko chuno nā
khāb koī dekhtā hai tum bhī sapne buno nā ) -2
dil ye merā tumse kuchh kah rahā hai suno nā -2

dil ne tumko chun liyā hai tum bhī isko chuno nā
khāb koī dekhtā hai tum bhī sapne buno nā

( dūr ho kar bhī dūr tum nahīṅ ho
pās ho lekin pās k‌yoṅ nahīṅ ho ) -2
tanhā-tanhā samā mahkī-mahkī havā
kah rahā hai jahāṇ jo suno nā
dil ne tumko chun liyā hai tum bhī isko chuno nā
khāb koī dekhtā hai tum bhī sapne buno nā
dil ye merā tumse kuchh kah rahā hai suno nā -2

( dekh lo mausam kitnā suhānā hai
pyār karne kā ye koī bahānā hai ) -2
muskurātī fizā gungunātī havā

suno nā