दिल ने प्यार किया है इक बेवफ़ा से
दिल ने प्यार किया है इक बेवफ़ा से -2
पछता रहे हैं दिल में
दिल हमारा था हमने हारा था तुमपे वारा था
दिल ने प्यार किया …
कल तुमने जो हमसे वादे किए थे
( कहाँ हैं ) -3 वो वादे
कल तुमने जो हमसे खाई थीं कसमें
( कहाँ हैं ) -3 वो कसमें
न इतराइये न मुस्काइये न शरमाइये
दिल हमारा था …
ऐ गुलबदन सबसे मुमताज़ थीं तुम
महल प्यार का इक बनाया था मैने
ये किसकी नज़र से जला आशियाना
बड़े नाज़ से घर सजाया था मैने
लुटी ज़िन्दगी मिटी ज़िन्दगी मिली बेक़सी
दिल हमारा था …
dil ne pyār kiyā hai ik bevafā se -2
pachhtā rahe haiṅ dil meṅ
dil hamārā thā hamne hārā thā tumpe vārā thā
dil ne pyār kiyā …
kal tumne jo hamse vāde kie the
( kahāṇ haiṅ ) -3 vo vāde
kal tumne jo hamse khāī thīṅ kasmeṅ
( kahāṇ haiṅ ) -3 vo kasmeṅ
na itrāiye na muskāiye na śharmāiye
dil hamārā thā …
ai gulabdan sabse mumtāz thīṅ tum
mahal pyār kā ik banāyā thā maine
ye kiskī nazar se jalā āśhiyānā
baṛe nāz se ghar sajāyā thā maine
luṭī zindgī miṭī zindgī milī beqsī
dil hamārā thā …