Dil ne pukaaraa hai o jaan-e-jaan aa bhee jaa

दिल ने पुकारा है ओ जान-ए-जां आ भी जा
Year
Language

दिल ने पुकारा ओ हो ओ
दिल ने पुकारा है ओ जान-ए-जां आ भी जा
तरसी हूँ तेरे लिए और ना तू सता
तन्हाई आ के ज़रा दूर कर दे
तेरे बिन सूना सूना सारा जहाँ तू है कहाँ
आ भी जा आ भी जा आ भी जा
दिल ने पुकारा …

ख्वाबों में तुम और ख्यालों में तुम हो
बेचैन धड़कन में तुम ही तुम हो
मेरे जानूं आ जाओ ना
दिल ने पुकारा …

ला ला ला
मेरी नज़र का नज़ारा तुम हो
मेरी किस्मत का सितारा तुम हो
मेरे जानूं आ जाओ ना
दिल ने पुकारा …

dil ne pukārā o ho o
dil ne pukārā hai o jān-e-jāṅ ā bhī jā
tarsī hūṇ tere lie aur nā tū satā
tanhāī ā ke zarā dūr kar de
tere bin sūnā sūnā sārā jahāṇ tū hai kahāṇ
ā bhī jā ā bhī jā ā bhī jā
dil ne pukārā …

khvāboṅ meṅ tum aur khyāloṅ meṅ tum ho
bechain dhaṛkan meṅ tum hī tum ho
mere jānūṅ ā jāo nā
dil ne pukārā …

lā lā lā
merī nazar kā nazārā tum ho
merī kismat kā sitārā tum ho
mere jānūṅ ā jāo nā
dil ne pukārā …