Kab tak yoon dil dharkaaegee ... mere sapnon men aane vaalee

कब तक यूँ दिल धड़काएगी ... मेरे सपनों में आने वाली
Year
Language

कब तक यूँ दिल धड़काएगी
कब तक ऐसे तड़पाएगी
मेरे सपनों में आने वाली
कब तू सामने आएगी
मेरी जां मेरी जां मेरी जान-ए-जां

जादू है परी है कि हूर है
ख़ुश्बू है सबा है सुरूर है
मेरी नज़रों से तो दूर है
दुनिया में कहीं तू ज़रूर है
मेरे सपनों में …

तू चीज़ बड़ी ही कमाल है
तेरी याद है तेरा ख्याल है
बस एक नज़र का सवाल है
आ देख तो क्‌या मेरा हाल है
मेरे सपनों में …

kab tak yūṇ dil dhaṛkāegī
kab tak aise taṛpāegī
mere sapnoṅ meṅ āne vālī
kab tū sāmne āegī
merī jāṅ merī jāṅ merī jān-e-jāṅ

jādū hai parī hai ki hūr hai
khuśhbū hai sabā hai surūr hai
merī nazroṅ se to dūr hai
duniyā meṅ kahīṅ tū zarūr hai
mere sapnoṅ meṅ …

tū chīz baṛī hī kamāl hai
terī yād hai terā khyāl hai
bas ek nazar kā savāl hai
ā dekh to k‌yā merā hāl hai
mere sapnoṅ meṅ …