बढ़के पकड़ मेरा हाथ ... अज नचणां मैं तेरे साथ साथ्
होश में नहीं है दिल प्यार ने दीवाना किया
बढ़के पकड़ मेरा हाथ मुंडया
वे अज नचणां अज नचणां मैं तेरे साथ साथ मुंडया
वे अज नचणां
होश में नहीं है दिल प्यार ने दीवाना किया
बढ़के पकड़ मेरा हाथ कुड़िये
ओ अज नचणां मैं तेरे साथ साथ कुड़िये
नी अज नचणां
रूप का नज़ारा मेरी आँखों में उतार दे
बड़ी बेकरारी है थोड़ा सा करार दे
हाँ रुत है सुहानी मेरे साथी ज़रा झूम ले
गोरे गोरे गालों की गुलाबी ज़रा चूम ले
सीने से लगा ले ख्यालों में बसा ले
खुलके करेंगे मुलाकात कुड़िये
नी अज नचणां …
देखो ज़रा देखो कैसे बेखुदी में चूर हैं
पास में खड़े हैं फिर भी लगता है दूर हैं
हे दिन में लगे है जैसे काली काली रात है
दीवाने ही समझेंगे दीवानों की बात है
तेरी ऐसी बातें सताएं सारी सारी रातें
रब्ब जागूं मैं तो जागूं सारी रात मुंडया
वे अज नचणां …
hośh meṅ nahīṅ hai dil pyār ne dīvānā kiyā
baṛhke pakaṛ merā hāth muṅḍyā
ve aj nachṇāṅ aj nachṇāṅ maiṅ tere sāth sāth muṅḍyā
ve aj nachṇāṅ
hośh meṅ nahīṅ hai dil pyār ne dīvānā kiyā
baṛhke pakaṛ merā hāth kuṛiye
o aj nachṇāṅ maiṅ tere sāth sāth kuṛiye
nī aj nachṇāṅ
rūp kā nazārā merī āṇkhoṅ meṅ utār de
baṛī bekrārī hai thoṛā sā karār de
hāṇ rut hai suhānī mere sāthī zarā jhūm le
gore gore gāloṅ kī gulābī zarā chūm le
sīne se lagā le khyāloṅ meṅ basā le
khulke kareṅge mulākāt kuṛiye
nī aj nachṇāṅ …
dekho zarā dekho kaise bekhudī meṅ chūr haiṅ
pās meṅ khaṛe haiṅ phir bhī lagtā hai dūr haiṅ
he din meṅ lage hai jaise kālī kālī rāt hai
dīvāne hī samjheṅge dīvānoṅ kī bāt hai
terī aisī bāteṅ satāeṅ sārī sārī rāteṅ
rabb jāgūṅ maiṅ to jāgūṅ sārī rāt muṅḍyā
ve aj nachṇāṅ …