Dil ne kar liyaa aitbaar ... jab se mile ho mujhe o jaan-e-jaanaa

दिल ने कर लिया ऐत्बार ... जब से मिले हो मुझे ओ जान-ए-जाना
Work
Year
Language

दिल ने कर लिया ऐतबार
हम को हो गया तुम से प्यार
जब से मिले हो मुझे ओ जान-ए-जाना
तब से है जाना क्‌या है दिल का लगाना
ये अदाएँ तेरी कर गईं मुझे दीवाना
दीवाना दीवाना दीवाना दीवाना
दिल ने कर लिया …

ये निगाहें तेरी कर गईं मुझे दीवाना
दिल ने कर लिया …

ला रा ल रा ल ल ला ल ल ला ल ल ला
मौक़ा दिल ने दिया ही नहीं प्यार हुआ कब पता नहीं
बन के मुक़द्दर तुम आए कहीं नज़र ना लग जाए
जब से मिले हो …

ले जा दिल परदेसी
चैन हो तुम आराम हो तुम इस दिल का अरमान हो तुम
मेरी सुबह-ओ-शाम हो तुम जान मेरी पहचान हो तुम
जब से मिले हो …

dil ne kar liyā aitbār
ham ko ho gayā tum se pyār
jab se mile ho mujhe o jān-e-jānā
tab se hai jānā k‌yā hai dil kā lagānā
ye adāeṇ terī kar gaīṅ mujhe dīvānā
dīvānā dīvānā dīvānā dīvānā
dil ne kar liyā …

ye nigāheṅ terī kar gaīṅ mujhe dīvānā
dil ne kar liyā …

lā rā la rā la la lā la la lā la la lā
mauqā dil ne diyā hī nahīṅ pyār huā kab patā nahīṅ
ban ke muqaddar tum āe kahīṅ nazar nā lag jāe
jab se mile ho …

le jā dil pardesī
chain ho tum ārām ho tum is dil kā armān ho tum
merī subah-o-śhām ho tum jān merī pahchān ho tum
jab se mile ho …