दिल ने कहा कौन है वो सनम ... उलझा हूँ मैं
दिल ने कहा कौन है वो सनम
जिसपे फ़िदा हुए पहली नज़र में हम दिल ने कहा
उसकी तलाश में बढ़ने लगे कदम दिल ने कहा
उलझा हूँ मैं जिसके सवालों में
रहती है छुप के वो मेरे ख्यालों में
दिल ने कहा …
आँखों की शरारत से साँसों की हरारत से
मुझको जगाती है वो
हो जब मैं सो जाता हूँ पागल हो जाता हूँ
ख्वाबों में आती है वो
उलझा हूँ मैं …
वो जिसकी अदाओं ने वो जिसकी नगाहों ने
जीना सिखाया मुझे हो हो
जब कोई आहट हो तो ऐसा लगता है
उसने बुलाया मुझे
उलझा हूँ मैं …
dil ne kahā kaun hai vo sanam
jispe fidā hue pahlī nazar meṅ ham dil ne kahā
uskī talāśh meṅ baṛhne lage kadam dil ne kahā
uljhā hūṇ maiṅ jiske savāloṅ meṅ
rahtī hai chhup ke vo mere khyāloṅ meṅ
dil ne kahā …
āṇkhoṅ kī śharārat se sāṇsoṅ kī harārat se
mujhko jagātī hai vo
ho jab maiṅ so jātā hūṇ pāgal ho jātā hūṇ
khvāboṅ meṅ ātī hai vo
uljhā hūṇ maiṅ …
vo jiskī adāoṅ ne vo jiskī nagāhoṅ ne
jīnā sikhāyā mujhe ho ho
jab koī āhaṭ ho to aisā lagtā hai
usne bulāyā mujhe
uljhā hūṇ maiṅ …