दिल मेरे तू दीवाना है पागल है मैने माना है
दिल मेरे तू दीवाना है पागल है मैने माना है
पल पल आहें भरता है कहने से क्यूं डरता है
दिल मेरे तू दीवाना …
खामोशियों की जुबां कोई न समझे यहां
सहरा में गुल खिलते नहीं मिल के कभी मिलते नहीं
जाने है किसकी खता
अन्जानी ये राहें मंज़िल का देंगी पता
दिल मेरे तू दीवाना …
नदियों को एहसास है सागर में भी प्यास है
माना के है अन्धेरा घना किसने किया तुझको मना
तारों की शमा जला
सच होते सपने भी मैने है ऐसा सुना
दिल मेरे तू दीवाना …
dil mere tū dīvānā hai pāgal hai maine mānā hai
pal pal āheṅ bhartā hai kahne se kyūṅ ḍartā hai
dil mere tū dīvānā …
khāmośhiyoṅ kī jubāṅ koī na samjhe yahāṅ
sahrā meṅ gul khilte nahīṅ mil ke kabhī milte nahīṅ
jāne hai kiskī khatā
anjānī ye rāheṅ maṅzil kā deṅgī patā
dil mere tū dīvānā …
nadiyoṅ ko ehsās hai sāgar meṅ bhī pyās hai
mānā ke hai andherā ghanā kisne kiyā tujhko manā
tāroṅ kī śhamā jalā
sach hote sapne bhī maine hai aisā sunā
dil mere tū dīvānā …