दिल मेरा तरसे मिल जाए कोई ऐसे
हे दिल मेरा तरसे मिल जाए कोई ऐसे
धड़के जो मुझमें धक धक दिल के जैसे
हां इतना हसीं हो उस जैसा कोई नहीं हो
देखा है मैने उसको यूं ही ख्वाबों में
दिल मेरा तरसे …
सोचूं मैं जिसे ख्यालों की तरह
दिल में रहे जो उजालों की तरह
हे हे हे उसको पढ़ूं मैं उसको सुनूं मैं
मुझमें रहे वो जहां भी रहूं मैं
दिल मेरा तरसे …
जवानी का चमन सितारों का बदन
खिले तो वो कंवल सजे तो वो किरण
वही है ज़िंदगी वही मेरी लगन
उसी से है जवां ज़मीं हो या गगन
दिल मेरा तरसे …
he dil merā tarse mil jāe koī aise
dhaṛke jo mujhmeṅ dhak dhak dil ke jaise
hāṅ itnā hasīṅ ho us jaisā koī nahīṅ ho
dekhā hai maine usko yūṅ hī khvāboṅ meṅ
dil merā tarse …
sochūṅ maiṅ jise khyāloṅ kī tarah
dil meṅ rahe jo ujāloṅ kī tarah
he he he usko paṛhūṅ maiṅ usko sunūṅ maiṅ
mujhmeṅ rahe vo jahāṅ bhī rahūṅ maiṅ
dil merā tarse …
javānī kā chaman sitāroṅ kā badan
khile to vo kaṅval saje to vo kiraṇ
vahī hai ziṅdgī vahī merī lagan
usī se hai javāṅ zamīṅ ho yā gagan
dil merā tarse …