दिल मेरा चुराने लगा रातों को जगाने लगा
दिल मेरा चुराने लगा रातों को जगाने लगा
प्यार जब होता है नींद उड़ जाती है
रोज अकेले में फिर याद आती है
जाने जाने दिल दीवाना प्यार तेरा
दिल मेरा चुराने लगा …
होश आ रहा है प्रेमी जा रहा है
मुझ पे चाहतों का रंग चढ़ रहा है
प्यार ज़रा पलकों में छुपाना
तीर चल रहे हैं दिल मचल रहे हैं
आग बेखुदी की प्रेमी जल रहे हैं
ये कैसा जादू है बताना
चैन चुरा के क्यूं आँख चुराती है
मेरी ही साँसों में दर्द जगाती है
जाने जाने ये दीवाना …
है समां सुहाना आ जा करीब आना
मैं लिखूं लबों पे एक हसीं फ़साना
छोड़ मेरी बाहों को तू सता ना
है अभी ज़रूरी थोड़ी थोड़ी दूरी
तेरी आरज़ू तो मैं करूंगी पूरी
मान मेरी बातों को न जलाना
तन्हाई सी क्यूं तड़पाती है
कोई सदा हरपल पास बुलाती है
जाने जाने ये दीवाना …
dil merā churāne lagā rātoṅ ko jagāne lagā
pyār jab hotā hai nīṅd uṛ jātī hai
roj akele meṅ phir yād ātī hai
jāne jāne dil dīvānā pyār terā
dil merā churāne lagā …
hośh ā rahā hai premī jā rahā hai
mujh pe chāhtoṅ kā raṅg chaṛh rahā hai
pyār zarā palkoṅ meṅ chhupānā
tīr chal rahe haiṅ dil machal rahe haiṅ
āg bekhudī kī premī jal rahe haiṅ
ye kaisā jādū hai batānā
chain churā ke kyūṅ āṇkh churātī hai
merī hī sāṇsoṅ meṅ dard jagātī hai
jāne jāne ye dīvānā …
hai samāṅ suhānā ā jā karīb ānā
maiṅ likhūṅ laboṅ pe ek hasīṅ fasānā
chhoṛ merī bāhoṅ ko tū satā nā
hai abhī zarūrī thoṛī thoṛī dūrī
terī ārazū to maiṅ karūṅgī pūrī
mān merī bātoṅ ko na jalānā
tanhāī sī kyūṅ taṛpātī hai
koī sadā harpal pās bulātī hai
jāne jāne ye dīvānā …