इस दिल में क्या है धड़कन्
इस दिल में क्या है धड़कन धड़कन में क्या है साजन
फूलों में क्या है खुश्बू आँखों में क्या है जादू
तू मेरी जां है तू ही मेरा प्यार तेरे लिए ही मैं हूँ बेकरार
इस दिल में क्या है …
छू लिया तूने मुझको सारा बदन जल रहा है
प्यार में ज़ोर कैसा कोई जादू सा बस चल रहा है
पागल ना मैं हो जाऊं
इस दिल में क्या है …
थाम ले मेरी बाहें मौसम जवां है हसीं है
क्या करूं नाम तेरा दिल भूलता ही नहीं है
जागूं या मैं सो जाऊं
इस दिल में क्या है …
is dil meṅ kyā hai dhaṛkan dhaṛkan meṅ kyā hai sājan
phūloṅ meṅ kyā hai khuśhbū āṇkhoṅ meṅ kyā hai jādū
tū merī jāṅ hai tū hī merā pyār tere lie hī maiṅ hūṇ bekrār
is dil meṅ kyā hai …
chhū liyā tūne mujhko sārā badan jal rahā hai
pyār meṅ zor kaisā koī jādū sā bas chal rahā hai
pāgal nā maiṅ ho jāūṅ
is dil meṅ kyā hai …
thām le merī bāheṅ mausam javāṅ hai hasīṅ hai
kyā karūṅ nām terā dil bhūltā hī nahīṅ hai
jāgūṅ yā maiṅ so jāūṅ
is dil meṅ kyā hai …