Dil men dard saa ... muhabbat ye naheen to k‌yaa hai

दिल में दर्द सा ... मुहब्बत ये नहीं तो क्‌या है
Work
Year
Language

हूं दिल में दर्द सा जगा है
काँटा सा कहीं लगा है
मुहब्बत ये नहीं तो क्‌या है ओ हो हो
आ हा हा हा
दिल में दर्द सा …

ज़रा सा जो दूर गए तो दौड़े दौड़े पास तुम्हारे आए
याद तुम्हारी हाय हमारी जान ही ना ले जाए
छुप जाओ तुम मेरी इन बाहों में
मरके भी ना हम बिछड़े इन राहों में
वादा हमने भी किया है
वादा तुमने भी किया है
मुहब्बत ये नहीं तो …

ना ये हम जाने ना तुम जाने इक दूजे के हम दीवाने
लिख दिये प्यार ने आँखों आँखों में दिल के अफ़साने
जब मिले हैं हम मिले हैं अंजानों से
अब मिलेंगे हम लेकिन दीवानों से
हम तुम में जो सिलसिला है सारा शहर जानता है
मुहब्बत ये नहीं तो …

hūṅ dil meṅ dard sā jagā hai
kāṇṭā sā kahīṅ lagā hai
muhabbat ye nahīṅ to k‌yā hai o ho ho
ā hā hā hā
dil meṅ dard sā …

zarā sā jo dūr gae to dauṛe dauṛe pās tumhāre āe
yād tumhārī hāy hamārī jān hī nā le jāe
chhup jāo tum merī in bāhoṅ meṅ
marke bhī nā ham bichhaṛe in rāhoṅ meṅ
vādā hamne bhī kiyā hai
vādā tumne bhī kiyā hai
muhabbat ye nahīṅ to …

nā ye ham jāne nā tum jāne ik dūje ke ham dīvāne
likh diye pyār ne āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ dil ke afsāne
jab mile haiṅ ham mile haiṅ aṅjānoṅ se
ab mileṅge ham lekin dīvānoṅ se
ham tum meṅ jo silsilā hai sārā śhahar jāntā hai
muhabbat ye nahīṅ to …