Dil men basaa ke palkon men bithaa ke

दिल में बसा के पलकों में बिठा के
Year
Language

दिल में बसा के पलकों में बिठा के नज़रों में क़ैद कर लिया
आँखों में बंद कर लिया मैने तुमको पसन्द कर लिया

हम दोनों अंजान राही रस्ते मगर मिल गए
पतझड़ के मौसम में जैसे दिल फूल से खिल गए
तुम दूर रहो या पास रहो नज़रों में क़ैद कर लिया
आँखों में बंद …

अब ये बेचैनियां हैं आगे ना जाने हो क्‌या
इतने करीब आ गए हैं अब कैसे होंगे जुदा
बाहों में सनम तूने थाम लिया नज़रों में क़ैद कर लिया
आँखों में बंद …

dil meṅ basā ke palkoṅ meṅ biṭhā ke nazroṅ meṅ qaid kar liyā
āṇkhoṅ meṅ baṅd kar liyā maine tumko pasand kar liyā

ham donoṅ aṅjān rāhī raste magar mil gae
patjhaṛ ke mausam meṅ jaise dil phūl se khil gae
tum dūr raho yā pās raho nazroṅ meṅ qaid kar liyā
āṇkhoṅ meṅ baṅd …

ab ye bechainiyāṅ haiṅ āge nā jāne ho k‌yā
itne karīb ā gae haiṅ ab kaise hoṅge judā
bāhoṅ meṅ sanam tūne thām liyā nazroṅ meṅ qaid kar liyā
āṇkhoṅ meṅ baṅd …