Dil Mein Jagi Dhadkan Aise

आ भी जा आ भी जा ऐ सुबह आ भी जा
Work
Year
Language

( दिल में जागी धड़कन ऐसे पहला-पहला पानी जैसे
ऐसा छाया मुझपे जादू हा-हा ही-ही हे-हे हू-हू
भूली मैं सब आना-जाना गाना-वाना खोना-पाना
किसकी निगाहों से ) -2
बदली ज़मीं आसमाँ ये जहाँ
मुझमें नाचे-गाए घूमे-झूमे
दिल में जागी धड़कन ऐसे … किसकी निगाहों से

कोई सपना छुप-छुप के साँसों में मेरी छलता है
कोई अपना
कोई अपना दीपक सा राहों में मेरी जलता है
देखूँ सपना
थोड़ी मैं सोऊँ थोड़ी मैं जागूँ
जागूँ ना सोऊँ लगता है सारा उल्टा-पुल्टा
दिल में जागी धड़कन ऐसे … किसकी निगाहों से

बातें दिल की अन्जाने होंठों से कोई पढ़ता है
बातें दिल की
सीधा सब कुछ देखूँ तो नज़रों को टेढ़ा लगता है
सीधा सब कुछ
चन्दा धरती पर धरती अम्बर में
अम्बर पैरों में लगता है सारा उल्टा-पुल्टा
दिल में जागी धड़कन ऐसे … किसकी निगाहों से
बदली ज़मीं आसमाँ ये जहाँ
मुझमें नाचे-गाए घूमे-झूमे
ला ला ला ला
किसकी निगाहों से

( dil meṅ jāgī dhaṛkan aise pahlā-pahlā pānī jaise
aisā chhāyā mujhpe jādū hā-hā hī-hī he-he hū-hū
bhūlī maiṅ sab ānā-jānā gānā-vānā khonā-pānā
kiskī nigāhoṅ se ) -2
badlī zamīṅ āsmāṇ ye jahāṇ
mujhmeṅ nāche-gāe ghūme-jhūme
dil meṅ jāgī dhaṛkan aise … kiskī nigāhoṅ se

koī sapnā chhup-chhup ke sāṇsoṅ meṅ merī chhaltā hai
koī apnā
koī apnā dīpak sā rāhoṅ meṅ merī jaltā hai
dekhūṇ sapnā
thoṛī maiṅ soūṇ thoṛī maiṅ jāgūṇ
jāgūṇ nā soūṇ lagtā hai sārā ulṭā-pulṭā
dil meṅ jāgī dhaṛkan aise … kiskī nigāhoṅ se

bāteṅ dil kī anjāne hoṅṭhoṅ se koī paṛhtā hai
bāteṅ dil kī
sīdhā sab kuchh dekhūṇ to nazroṅ ko ṭeṛhā lagtā hai
sīdhā sab kuchh
chandā dhartī par dhartī ambar meṅ
ambar pairoṅ meṅ lagtā hai sārā ulṭā-pulṭā
dil meṅ jāgī dhaṛkan aise … kiskī nigāhoṅ se
badlī zamīṅ āsmāṇ ye jahāṇ
mujhmeṅ nāche-gāe ghūme-jhūme
lā lā lā lā
kiskī nigāhoṅ se