Dil maine tujhko ... jummaa de gaee chummaa ... O baby

दिल मैने तुझको ... जुम्मा दे गई चुम्मा ... O बब्य्
Work
Year
Language

नहीं
दिल मैने तुझको देना नहीं
नहीं
दिल मैने तेरा लेना नहीं
जुम्मा दे गई चुम्मा हो गया हम्मा हम्मा
पहुँच गई वो खंडाला नाची वो छम्मा छम्मा
जुम्मा दे गई …

अब आई मेरी बारी ओए कर ले हमसे यारी
O sweety तुझे देख के दिल में बजे सीटी
O baby! don't say may be
जुम्मा दे गई …

अरे may be may be करते करते छूट न जाए गाड़ी
कोई न होगा आगे पीछे फिरेगी मारी मारी
अरे मैने पहले कभी नहीं देखा था नखरा ऐसा
इस दुनिया में कहां मिलेगा item तेरे जैसा
उसने सरकाई खटिया छुपी वो चोली के पीछे
अब आई मेरी बारी …

मेरी heroine तेरा hero करता है ये वादा
तेरी और मेरी love story चलेगी सबसे ज्यादा
अपनी ये romantic जोड़ी fit हो जाएगी
public बोलेगी ये picture hit हो जाएगी
उसके पिया जी घर आए वो गई theatre नौ से बारह
अब आई मेरी बारी …

nahīṅ
dil maine tujhko denā nahīṅ
nahīṅ
dil maine terā lenā nahīṅ
jummā de gaī chummā ho gayā hammā hammā
pahuṇch gaī vo khaṅḍālā nāchī vo chhammā chhammā
jummā de gaī …

ab āī merī bārī oe kar le hamse yārī
O sweety tujhe dekh ke dil meṅ baje sīṭī
O baby! don't say may be
jummā de gaī …

are may be may be karte karte chhūṭ na jāe gāṛī
koī na hogā āge pīchhe phiregī mārī mārī
are maine pahle kabhī nahīṅ dekhā thā nakhrā aisā
is duniyā meṅ kahāṅ milegā item tere jaisā
usne sarkāī khaṭiyā chhupī vo cholī ke pīchhe
ab āī merī bārī …

merī heroine terā hero kartā hai ye vādā
terī aur merī love story chalegī sabse jyādā
apnī ye romantic joṛī fit ho jāegī
public bolegī ye picture hit ho jāegī
uske piyā jī ghar āe vo gaī theatre nau se bārah
ab āī merī bārī …