Dil machal rahaa hai rang badal rahaa hai

दिल मचल रहा है रंग बदल रहा है
Work
Year
Language

दिल मचल रहा है रंग बदल रहा है
आग दिल में लगी है बुझा दे ना
अभी समा नहीं है रंग जमा नहीं है
चार दिन और यूँही बिता देना
दिल मचल रहा …

ये बेरुख़ी कैसी
हैं चार दिन इस ज़िन्दगी के
दो दिन जवानी के हैं वो तो
आ जा ना मिल के बिताएँ सनम
ये दिल्लगी छोड़ो
कोई हमें अगर हमें देख लेगा तो
डर है कि दुनिया कि नज़रों में ऐसे ही रुसवा न हो जाएँ हम
क्‌या करेगी दुनिया जल मरेगी दुनिया
तू जलन मेरे दिल की बुझा देना
अभी समा नहीं …

आऊँगी डोली में सजधज के जब घर पिया के कभी
तो कर लेना जी भर के पूरे तू अरमाँ जान-ए-जाँ दिल के सभी
देखो ये तन्हाई जो हमें फिर मिलेगी तू लग जा गले से
उठा है मुहब्बत का तूफ़ान दिल में अभी
तू मान जा सैंया अब छोड़ दे बैंया
जागे अरमाँ अभी तो सुला दे ना
दिल मचल रहा …

dil machal rahā hai raṅg badal rahā hai
āg dil meṅ lagī hai bujhā de nā
abhī samā nahīṅ hai raṅg jamā nahīṅ hai
chār din aur yūṇhī bitā denā
dil machal rahā …

ye berukhī kaisī
haiṅ chār din is zindgī ke
do din javānī ke haiṅ vo to
ā jā nā mil ke bitāeṇ sanam
ye dillgī chhoṛo
koī hameṅ agar hameṅ dekh legā to
ḍar hai ki duniyā ki nazroṅ meṅ aise hī rusvā na ho jāeṇ ham
k‌yā karegī duniyā jal maregī duniyā
tū jalan mere dil kī bujhā denā
abhī samā nahīṅ …

āūṇgī ḍolī meṅ sajadhaj ke jab ghar piyā ke kabhī
to kar lenā jī bhar ke pūre tū armāṇ jān-e-jāṇ dil ke sabhī
dekho ye tanhāī jo hameṅ phir milegī tū lag jā gale se
uṭhā hai muhabbat kā tūfān dil meṅ abhī
tū mān jā saiṅyā ab chhoṛ de baiṅyā
jāge armāṇ abhī to sulā de nā
dil machal rahā …