दिल ले ले दिल दे दे और कुछ न मांगे दीवाना
रू तू रू रू
दिल ले ले दिल दे दे और कुछ न मांगे दीवाना
मैं तेरा हो गया तू मेरी बन जाना रे हे हे हे
जा रे जा दीवाने तूने नहीं मुझको जाना
बेवजह प्यार का ना बना हां अफ़साना रे
मैं हूं अकेली सड़क पे क्यूं छेड़ता है मुझे
इसकी सज़ा क्या मिलेगी आजा बता दूं तुझे हां हां
तन्हा कुंवारी जवानी कैसे कटेगी बता
मैं जो गया तो अकेली रह जाएगी दिलरुबा
दिल मेरा लूट के यूं मुझे हां तड़पा ना रे
हे हे हे तड़पा ना रे
जानां मेरी जान-ए-जानां कहना मेरा मान ले
तेरे लिए मैं बना हूँ मुझको तू पहचान ले हां हां
पीछे मेरे पीछे आ ना पीछा मेरा छोड़ दे
हासिल न कुछ होने वाला अपना ये दिल तोड़ दे
इश्क़ के दर्द से तू अभी अन्जाना रे अन्जाना रे हे
दिल ले ले …
rū tū rū rū
dil le le dil de de aur kuchh na māṅge dīvānā
maiṅ terā ho gayā tū merī ban jānā re he he he
jā re jā dīvāne tūne nahīṅ mujhko jānā
bevjah pyār kā nā banā hāṅ afsānā re
maiṅ hūṅ akelī saṛak pe kyūṅ chheṛtā hai mujhe
iskī sazā kyā milegī ājā batā dūṅ tujhe hāṅ hāṅ
tanhā kuṅvārī javānī kaise kaṭegī batā
maiṅ jo gayā to akelī rah jāegī dilrubā
dil merā lūṭ ke yūṅ mujhe hāṅ taṛpā nā re
he he he taṛpā nā re
jānāṅ merī jān-e-jānāṅ kahnā merā mān le
tere lie maiṅ banā hūṇ mujhko tū pahchān le hāṅ hāṅ
pīchhe mere pīchhe ā nā pīchhā merā chhoṛ de
hāsil na kuchh hone vālā apnā ye dil toṛ de
iśhq ke dard se tū abhī anjānā re anjānā re he
dil le le …