दिल ले के हाँ जाँ ले के हाँ
दिल ले के हाँ जाँ ले के हाँ
तेरी गली मैं आ गया
आ जा अगर तुझे आना है आना है
वापस मुझे नहीं जाना है जाना है
मुश्क़िल ये वादा निभाना है
ये सोच ले साथिया
दिल ले के हाँ जाँ ले के हाँ
तेरी गली मैं आ गई
आ जा अगर तुझे आना है आना है
वापस मुझे नहीं जाना है जाना है
मुश्क़िल ये वादा निभाना है
ये सोच ले साथिया
हाल ऐसा रहेगा अगर हम तो दीवाने हो जाएँगे
हम को ढूँढेगी दुनिया कहाँ इक दूजे में खो जाएँगे
बस जो कहना था कह लिया
बस जो सुनना था सुन लिया
आ जा अगर …
मेरा आँचल ज़रा थाम ले अपना साजन बना लूँ तुझे हाँ
बैठ जा तू मेरे सामने अपने दिल में बसा लूँ तुझे
आज ही सब कुछ कर लिया
जी लिया मैने मर लिया
आ जा अगर …
dil le ke hāṇ jāṇ le ke hāṇ
terī galī maiṅ ā gayā
ā jā agar tujhe ānā hai ānā hai
vāpas mujhe nahīṅ jānā hai jānā hai
muśhqil ye vādā nibhānā hai
ye soch le sāthiyā
dil le ke hāṇ jāṇ le ke hāṇ
terī galī maiṅ ā gaī
ā jā agar tujhe ānā hai ānā hai
vāpas mujhe nahīṅ jānā hai jānā hai
muśhqil ye vādā nibhānā hai
ye soch le sāthiyā
hāl aisā rahegā agar ham to dīvāne ho jāeṇge
ham ko ḍhūṇḍhegī duniyā kahāṇ ik dūje meṅ kho jāeṇge
bas jo kahnā thā kah liyā
bas jo sunnā thā sun liyā
ā jā agar …
merā āṇchal zarā thām le apnā sājan banā lūṇ tujhe hāṇ
baiṭh jā tū mere sāmne apne dil meṅ basā lūṇ tujhe
āj hī sab kuchh kar liyā
jī liyā maine mar liyā
ā jā agar …