दिल ले के छुपने वाले तू है कहाँ बता दे
र: दिल ले के छुपने वाले
( दिल ले के छुपने वाले
तू है कहाँ बता दे ) -2
सूरत नहीं दिखाता
आवाज़ ही सुना दे
ल: ओ दिल में बसने वाले
( ओ दिल में बसने वाले
नज़रें ज़रा उठा दे ) -2
और चाँद बन के मेरी
दुनिया को जगमगा दे
र: दिल ले के छुपने वाले
र: तुझको मेरी क़सम है
मिल कर जुदा न होना
ल: दुनिया हज़ार चाहे
तू बेवफ़ा न होना
र: आँखों में आस ले कर
जीवन के दिन बिता दे
ल: ऐसा न हो के दुनिया
तुझ से हमें उड़ा दे
र: दिल ले के
ओ ओ दिल ले के
ल: हो ओ
दो: दिल ले के छुपने वाले
तू है कहाँ बता दे
दिल ले के छुपने वाले
ra: dil le ke chhupne vāle
( dil le ke chhupne vāle
tū hai kahāṇ batā de ) -2
sūrat nahīṅ dikhātā
āvāz hī sunā de
la: o dil meṅ basne vāle
( o dil meṅ basne vāle
nazreṅ zarā uṭhā de ) -2
aur chāṇd ban ke merī
duniyā ko jagamgā de
ra: dil le ke chhupne vāle
ra: tujhko merī qasam hai
mil kar judā na honā
la: duniyā hazār chāhe
tū bevafā na honā
ra: āṇkhoṅ meṅ ās le kar
jīvan ke din bitā de
la: aisā na ho ke duniyā
tujh se hameṅ uṛā de
ra: dil le ke
o o dil le ke
la: ho o
do: dil le ke chhupne vāle
tū hai kahāṇ batā de
dil le ke chhupne vāle