दिल लगा लिया मैने तुमसे प्यार करके
दिल लगा लिया मैने तुमसे प्यार करके
दिल चुरा लिया मैने इकरार करके
दिल लगा लिया …
मेरे दिलजानी मेरे माही मेरे ढोलना
कोई सुन लेगा ज़रा धीरे धीरे बोलना
हाँ इश्क़ किया है मैने चोरी नहीं की है
तेरे संग यारा जोरा जोरी नहीं की है
चैन ले लिया मैने बेकरार करके
दिल लगा लिया …
बीच सफ़र में कहीं मेरा साथ छोड़ के
तुझको कसम है नइयों जाना दिल तोड़ के
कैसे मैं बताऊँ तुझे कैसा मेरा हाल वे
जीना मरना है सब अब तेरे नाल वे
तुझको पा लिया तेरा इंतज़ार करके
दिल लगा लिया …
dil lagā liyā maine tumse pyār karke
dil churā liyā maine ikrār karke
dil lagā liyā …
mere diljānī mere māhī mere ḍholnā
koī sun legā zarā dhīre dhīre bolnā
hāṇ iśhq kiyā hai maine chorī nahīṅ kī hai
tere saṅg yārā jorā jorī nahīṅ kī hai
chain le liyā maine bekrār karke
dil lagā liyā …
bīch safar meṅ kahīṅ merā sāth chhoṛ ke
tujhko kasam hai naiyoṅ jānā dil toṛ ke
kaise maiṅ batāūṇ tujhe kaisā merā hāl ve
jīnā marnā hai sab ab tere nāl ve
tujhko pā liyā terā iṅtazār karke
dil lagā liyā …