दिल क्या करे जब किसी से किसी को प्यार हो जाए
दिल क्या करे जब किसी से किसी को प्यार हो जाए
जाने कहाँ कब किसी को किसी से प्यार हो जाए
ऊँची-ऊँची दीवारों सी इस दुनिया की रस्में
न कुछ तेरे बस में जुलिए, न कुछ मेरे बस में
(जैसे पर्वत पे घटा झुकती है
जैसे सागर से लहर उठती है
ऐसे किसी चहरे पे निगाह रुकती है) - 2
हो, रोक नहीं सकती नज़रों को, दुनिया भर की रस्में
न कुछ तेरे बस में जुलिए, न कुछ मेरे बस में
दिल क्या करे …
आ मैं तेरी याद में सब को भुला दूँ
दुनिया को तेरी तसवीर बना दूँ
मेरा बस चले तो दिल चीर के दिखा दूँ
हो, दौड़ रहा है साथ लहू के प्यार तेरे नस-नस में
न कुछ तेरे बस में जुलिए, न कुछ मेरे बस में
दिल क्या करे …
dil kyā kare jab kisī se kisī ko pyār ho jāe
jāne kahāṇ kab kisī ko kisī se pyār ho jāe
ūṇchī-ūṇchī dīvāroṅ sī is duniyā kī rasmeṅ
na kuchh tere bas meṅ julie, na kuchh mere bas meṅ
(jaise parvat pe ghaṭā jhuktī hai
jaise sāgar se lahar uṭhtī hai
aise kisī chahre pe nigāh ruktī hai) - 2
ho, rok nahīṅ saktī nazroṅ ko, duniyā bhar kī rasmeṅ
na kuchh tere bas meṅ julie, na kuchh mere bas meṅ
dil kyā kare …
ā maiṅ terī yād meṅ sab ko bhulā dūṇ
duniyā ko terī tasvīr banā dūṇ
merā bas chale to dil chīr ke dikhā dūṇ
ho, dauṛ rahā hai sāth lahū ke pyār tere nas-nas meṅ
na kuchh tere bas meṅ julie, na kuchh mere bas meṅ
dil kyā kare …