दिल तो खोया है यहीं पे कहीं पे
कु: ( दिल तो खोया है यहीं पे कहीं पे -2
तू ज़रा बता -2 ) -2
अ: दिल तेरा है रंगीला ओ सजन -2
मुझको क्या पता -2 ) -2
कु: दिल तो खोया है …
देखूँ तेरा चेहरा हसीं बाहों में आ जा हमनशीं
अ: झूठी लगें बातें तेरी मुझको नहीं आता यक़ीं
कु: कैसे दिखाऊँ मैं चीर के जान-ए-जानां अपना जिगर
मैं सच्चा आशिक़ हूँ भरोसा ज़रा मुझ पे कर
अ: जाने दे जाने दे भंवरा तू हरजाई
बात ना बना -2
कु: दिल तो खोया है …
अ: ऐसी अदा के दिलरुबा तूने मेरा दिल ले लिया
कु: दिल का सिला मेरे सनम मैने तुझे दिल है दिया
अ: छोड़ूँगी न साथ तेरा ये मैने भी वायदा किया
तेरी हूँ तेरी रहूँगी हमेशा माना तुझे अपना पिया
कु: आ मेरी बाहों में ऐसी शर्म से ऐ तू -2
पलकें न झुका -2
अ: दिल तेरा है रंगीला …
ku: ( dil to khoyā hai yahīṅ pe kahīṅ pe -2
tū zarā batā -2 ) -2
a: dil terā hai raṅgīlā o sajan -2
mujhko kyā patā -2 ) -2
ku: dil to khoyā hai …
dekhūṇ terā chehrā hasīṅ bāhoṅ meṅ ā jā hamanśhīṅ
a: jhūṭhī lageṅ bāteṅ terī mujhko nahīṅ ātā yaqīṅ
ku: kaise dikhāūṇ maiṅ chīr ke jān-e-jānāṅ apnā jigar
maiṅ sachchā āśhiq hūṇ bharosā zarā mujh pe kar
a: jāne de jāne de bhaṅvrā tū harjāī
bāt nā banā -2
ku: dil to khoyā hai …
a: aisī adā ke dilrubā tūne merā dil le liyā
ku: dil kā silā mere sanam maine tujhe dil hai diyā
a: chhoṛūṇgī na sāth terā ye maine bhī vāydā kiyā
terī hūṇ terī rahūṇgī hameśhā mānā tujhe apnā piyā
ku: ā merī bāhoṅ meṅ aisī śharm se ai tū -2
palkeṅ na jhukā -2
a: dil terā hai raṅgīlā …