ओ ओ दिल खो गया क्या हो गया
मेरा दिल कहीं से ला दो सनम ला दो
दिल खो गया …
ओ क्यूं प्यार किया क्यूं दिल दिया
अब दिल कहां से ला दूं सनम ला दूं
ओ दिल खो गया …
प्यार किया नहीं मैने सोच समझके
हो गया जाने कैसे तुमसे मिल के
मेरा चैन गया क्या हो गया
मेरा चैन कहीं से ला दो सनम ला दो
ओ क्यूं प्यार किया …
वैसे तो तेरे जैसा मेरा भी हाल है
प्यार भी कैसे कैसे करता कमाल है
मेरा होश गया क्या हो गया
मेरा होश कहीं से ला दो सनम ला दो
दिल खो गया …
o o dil kho gayā kyā ho gayā
merā dil kahīṅ se lā do sanam lā do
dil kho gayā …
o kyūṅ pyār kiyā kyūṅ dil diyā
ab dil kahāṅ se lā dūṅ sanam lā dūṅ
o dil kho gayā …
pyār kiyā nahīṅ maine soch samajhke
ho gayā jāne kaise tumse mil ke
merā chain gayā kyā ho gayā
merā chain kahīṅ se lā do sanam lā do
o kyūṅ pyār kiyā …
vaise to tere jaisā merā bhī hāl hai
pyār bhī kaise kaise kartā kamāl hai
merā hośh gayā kyā ho gayā
merā hośh kahīṅ se lā do sanam lā do
dil kho gayā …