दिल की नज़र में भाये तुम पल भर में
दिल की नज़र में भाये तुम पल भर में
यूं लगा जैसे तुम मेरी जान हो
दिल की नज़र में …
सोचूं तुम्हें अब मैं रात दिन
जीना नहीं मुझको तेरे बिन
तू भी सुन ले मेरे दिल की सदा
कह दो ना तुम मेरी जान हो
दिल की नज़र में …
कैसे कहूँ कितना प्यार है
बस तू ही जीत हार है
कहने को और क्या रह गया
कह दो ना तुम मेरी जान हो
दिल की नज़र में …
क्या यही प्यार है
दिल की नज़र में भाये तुम पल भर में
यूं लगा जैसे तुम मेरी जान हो
दिल की नज़र में …
सुन लो ज़रा मेरी साँसों की धुन
कहती है क्या मेरी हर धड़कन
अब सच कहो ना तुमको भी कुछ हुआ
कह दो ना तुम मेरी जां हो
दिल की नज़र में …
दिल तो दिया पर बेचैनियाँ
करती हैं क्यूँ अब गुस्ताखियाँ
अब तो बता क्या यही प्यार है
कह दो ना तुम मेरी जां हो
दिल की नज़र में …
क्या यही प्यार है
dil kī nazar meṅ bhāye tum pal bhar meṅ
yūṅ lagā jaise tum merī jān ho
dil kī nazar meṅ …
sochūṅ tumheṅ ab maiṅ rāt din
jīnā nahīṅ mujhko tere bin
tū bhī sun le mere dil kī sadā
kah do nā tum merī jān ho
dil kī nazar meṅ …
kaise kahūṇ kitnā pyār hai
bas tū hī jīt hār hai
kahne ko aur kyā rah gayā
kah do nā tum merī jān ho
dil kī nazar meṅ …
kyā yahī pyār hai
dil kī nazar meṅ bhāye tum pal bhar meṅ
yūṅ lagā jaise tum merī jān ho
dil kī nazar meṅ …
sun lo zarā merī sāṇsoṅ kī dhun
kahtī hai kyā merī har dhaṛkan
ab sach kaho nā tumko bhī kuchh huā
kah do nā tum merī jāṅ ho
dil kī nazar meṅ …
dil to diyā par bechainiyāṇ
kartī haiṅ kyūṇ ab gustākhiyāṇ
ab to batā kyā yahī pyār hai
kah do nā tum merī jāṅ ho
dil kī nazar meṅ …
kyā yahī pyār hai