Dil kee kalam se chaahat kaa ham ... nayaa itihaas likhenge

दिल की कलम से चाहत का हम ... नया इतिहास लिखेंगे
Work
Year
Language

दिल की कलम से हूं हूं
चाहत का हम हूं हूं
पहला एहसास लिखेंगे लिखेंगे
हम अपनी मोहब्बत का नया इतिहास लिखेंगे

ओ ख्वाबों में रहते हैं पलकों में घर है हमारा
अम्बर पे चमकेगा अपनी वफ़ा का सितारा
इन आसमानों में ऊंची तो परवाज़ है
रोके कभी न रुकेगी धड़कनों की आवाज़
इस प्रेम ग्रंथ में हे हे
हम नाम अपना हे हे
धरती आकाश लिखेंगे लिखेंगे
हम अपनी मोहब्बत का …

सीने पर सर रखकर सोने को जी चाहता है
ना जाने क्‌यों मिल के रोने को जी चाहता है
हम दोनों आशिक़ी में हद से गुज़रने लगे हैं
हम अपनी साँसों की गलियों में होके जहाँ से उतरने लगे हैं
लब पे सनम के हे हे
महके शबनम सी हे हे
होंठों की प्यास लिखेंगे लिखेंगे
हम अपनी मोहब्बत का …

dil kī kalam se hūṅ hūṅ
chāhat kā ham hūṅ hūṅ
pahlā ehsās likheṅge likheṅge
ham apnī mohabbat kā nayā itihās likheṅge

o khvāboṅ meṅ rahte haiṅ palkoṅ meṅ ghar hai hamārā
ambar pe chamkegā apnī vafā kā sitārā
in āsmānoṅ meṅ ūṅchī to parvāz hai
roke kabhī na rukegī dhaṛaknoṅ kī āvāz
is prem graṅth meṅ he he
ham nām apnā he he
dhartī ākāśh likheṅge likheṅge
ham apnī mohabbat kā …

sīne par sar rakhkar sone ko jī chāhtā hai
nā jāne k‌yoṅ mil ke rone ko jī chāhtā hai
ham donoṅ āśhiqī meṅ had se guzarne lage haiṅ
ham apnī sāṇsoṅ kī galiyoṅ meṅ hoke jahāṇ se utarne lage haiṅ
lab pe sanam ke he he
mahke śhabnam sī he he
hoṅṭhoṅ kī pyās likheṅge likheṅge
ham apnī mohabbat kā …