दिल की दुनिया उजड़ गयी और जाने वाले चले गये
दिल की दुनिया उजड़ गयी
और जाने वाले चले गये -2
जाने वाले चले गये
तड़पाने वाले चले गये -2
( मुझको ख़ुशी के गीत सुना के
फेर लीं नज़रें सामने आ के ) -2
रूठ गये वो दिल में समा के
ओ
रूठ गये वो दिल में समा के
उनके बिन अब लगे न जी
बहलाने वाले चले गये -2
( नैन कहें अब कौन हमारा
सपनें कहें दिल जीत के हारा ) -2
दिल ये कहे टूटे न सहारा
ओ
दिल ये कहे टूटे न सहारा
ख़िसकी बात अब सुने कोई
समझाने वाले चले गये -2
दिल की दुनिया उजड़ गयी
और जाने वाले चले गये -2
dil kī duniyā ujaṛ gayī
aur jāne vāle chale gaye -2
jāne vāle chale gaye
taṛpāne vāle chale gaye -2
( mujhko khuśhī ke gīt sunā ke
pher līṅ nazreṅ sāmne ā ke ) -2
rūṭh gaye vo dil meṅ samā ke
o
rūṭh gaye vo dil meṅ samā ke
unke bin ab lage na jī
bahlāne vāle chale gaye -2
( nain kaheṅ ab kaun hamārā
sapneṅ kaheṅ dil jīt ke hārā ) -2
dil ye kahe ṭūṭe na sahārā
o
dil ye kahe ṭūṭe na sahārā
khiskī bāt ab sune koī
samjhāne vāle chale gaye -2
dil kī duniyā ujaṛ gayī
aur jāne vāle chale gaye -2