दिल की अदालत प्यार का मुक़दमा ... देखो वकील बाबू बन गए बलमा
दिल की अदालत प्यार का मुक़दमा
देखो वकील बाबू बन गए बलमा
पढ़ के किसी के प्यार का कलमा
दिल की अदालत …
चेहरा किताबी आँखें शराबी
ये है मेरी होने वाली भाभी
अच्छा है सब कुछ बस इक खराबी
अब तो चलेगा प्यार का जादू
अब तो चलेगी इनकी वक़ालत
दिल की अदालत …
कब प्यार खेला आँख मिचौली
कब रूप बैठा नैनों की डोली
कैसे कहां मिले दो हमजोली
दो चार दिन पहले कुछ भी नहीं था
दो चार दिन में आई क़यामत
दिल की अदालत …
इस दिन को कितनी तरसी ये अंखियां
रब से दुआ हम ये मांगते हैं
रब्बा रहे ये जोड़ी सलामत
दिल की अदालत …
dil kī adālat pyār kā muqadmā
dekho vakīl bābū ban gae balmā
paṛh ke kisī ke pyār kā kalmā
dil kī adālat …
chehrā kitābī āṇkheṅ śharābī
ye hai merī hone vālī bhābhī
achchhā hai sab kuchh bas ik kharābī
ab to chalegā pyār kā jādū
ab to chalegī inkī vaqālat
dil kī adālat …
kab pyār khelā āṇkh michaulī
kab rūp baiṭhā nainoṅ kī ḍolī
kaise kahāṅ mile do hamjolī
do chār din pahle kuchh bhī nahīṅ thā
do chār din meṅ āī qayāmat
dil kī adālat …
is din ko kitnī tarsī ye aṅkhiyāṅ
rab se duā ham ye māṅgte haiṅ
rabbā rahe ye joṛī salāmat
dil kī adālat …