दिल की आहें कौन सुने जो ज़ुबाँ ना कह पाये
सुनील शेट्टी: ये रुद्राक्ष मेरा है
इतने हज़ारों साल बाद आज ये मेरे लिये निकल आया है
जानते हो क्यों
क्योंकी इसका असली हक़दार मैं हूँ
के: दिल की आहें कौन सुने जो ज़ुबाँ ना कह पाये
अन्जानी इन राहों में गर कोई मिल जाये
चि: दर्द उठे तेरे सीने में मेरी आँखें भर आयें
यारा तेरी यारी में हम हद से गुज़र जायें
के: ( मन करता है मार दें सब को या फिर मर जायें
मंज़िल को पाने की ख़ातिर ख़ून भी पी जायें ) -2
दिल की आहें कौन सुने जो ज़ुबाँ ना कह पाये
चि: यारा तेरी यारी में हम हद से गुज़र जायें
के: साथिया सुन ज़रा मैं तो हूँ तेरा अपना
आते हैं जाते हैं मुश्क़िलों से क्या डरना
चि: संग-संग बस तेरे संग हाथ थामे रहूँगी
रंग-रंग ख़ुशियों के रंग ज़िंदगी में भर दूँगी
के: दिल की आहें कौन सुने जो ज़ुबाँ ना कह पाये
अन्जानी इन राहों में गर कोई मिल जाये
चि: दर्द उठे तेरे सीने में मेरी आँखें भर आयें
यारा तेरी यारी में हम हद से गुज़र जायें
के: ( मन करता है मार दें सब को या फिर मर जायें
मंज़िल को पाने की ख़ातिर ख़ून भी पी जायें ) -2
sunīl śheṭṭī: ye rudrākṣh merā hai
itne hazāroṅ sāl bād āj ye mere liye nikal āyā hai
jānte ho kyoṅ
kyoṅkī iskā aslī haqdār maiṅ hūṇ
ke: dil kī āheṅ kaun sune jo zubāṇ nā kah pāye
anjānī in rāhoṅ meṅ gar koī mil jāye
chi: dard uṭhe tere sīne meṅ merī āṇkheṅ bhar āyeṅ
yārā terī yārī meṅ ham had se guzar jāyeṅ
ke: ( man kartā hai mār deṅ sab ko yā phir mar jāyeṅ
maṅzil ko pāne kī khātir khūn bhī pī jāyeṅ ) -2
dil kī āheṅ kaun sune jo zubāṇ nā kah pāye
chi: yārā terī yārī meṅ ham had se guzar jāyeṅ
ke: sāthiyā sun zarā maiṅ to hūṇ terā apnā
āte haiṅ jāte haiṅ muśhqiloṅ se kyā ḍarnā
chi: saṅg-saṅg bas tere saṅg hāth thāme rahūṇgī
raṅg-raṅg khuśhiyoṅ ke raṅg ziṅdgī meṅ bhar dūṇgī