दिल के आईने में ... चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा
उ: ऊँ हूँ हूँ हूँ हूँ
हे हे हे हे हे
दिल के आईने में तुझको सजा लिया
जबसे मैने तुझको अपना बना लिया
चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा -3
जब से मेरे दिल पे हुआ है सनम पहरा तेरा
सा: चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा -2
जब से मेरे दिल पे हुआ है सनम पहरा तेरा
दो: चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा
उ: ( एक-दूजे के दिल में अपना घर बनाना है
तेरी ख़ातिर सभी हदों से ग़ुज़र जाना है ) -2
तुझसे लिपटा रहूँगा बन कर कँगना तेरा
चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा
सा: चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा
( प्यार में हम सनम ये सारा जग भुला देंगे
मर के भी वादे चाहतों के हम निभा देंगे ) -2
जान से भी मुझे है प्यारा सजना मेरा
चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा
उ: चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा -2
उ: एक ऐसी भी वो घड़ी थी क्या ज़माना था
ख़ूबसूरत जहाँ से अपना आशियाना था
तेरे जाने के बाद जितने ग़म मिले मुझको
दिल पे कितने हैं ज़ख़्म कैसे दिखाऊँ तुझको
छोड़ आया मैं बहोत पीछे सपना मेरा
गा सा रे गा रे नी
सा मा पा मा सा रे गा रे नी
गा पा सा नी सा रे गा मा रे गा सा नी
सा सा गा रे नी
रे गा नी धा पा
उ: नाम तेरे तो हमने अपनी ज़िन्दगी कर दी
तुझको माना ख़ुदा तुझी से बन्दगी कर ली
अ: नाम तेरे तो हमने अपनी ज़िन्दगी कर दी
तुझको माना ख़ुदा तुझी से बन्दगी कर ली
तेरी बाँहों में ही है सारा अरमाँ मेरा
चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा
उ: चाँद तारों में नज़र आए चेहरा तेरा
दो: जब से मेरे दिल पे हुआ है सनम पहरा तेरा
u: ūṇ hūṇ hūṇ hūṇ hūṇ
he he he he he
dil ke āīne meṅ tujhko sajā liyā
jabse maine tujhko apnā banā liyā
chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā -3
jab se mere dil pe huā hai sanam pahrā terā
sā: chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā -2
jab se mere dil pe huā hai sanam pahrā terā
do: chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā
u: ( ek-dūje ke dil meṅ apnā ghar banānā hai
terī khātir sabhī hadoṅ se ġhuzar jānā hai ) -2
tujhse lipṭā rahūṇgā ban kar kṇgnā terā
chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā
sā: chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā
( pyār meṅ ham sanam ye sārā jag bhulā deṅge
mar ke bhī vāde chāhtoṅ ke ham nibhā deṅge ) -2
jān se bhī mujhe hai pyārā sajnā merā
chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā
u: chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā -2
u: ek aisī bhī vo ghaṛī thī kyā zamānā thā
khūbsūrat jahāṇ se apnā āśhiyānā thā
tere jāne ke bād jitne ġham mile mujhko
dil pe kitne haiṅ zakhm kaise dikhāūṇ tujhko
chhoṛ āyā maiṅ bahot pīchhe sapnā merā
gā sā re gā re nī
sā mā pā mā sā re gā re nī
gā pā sā nī sā re gā mā re gā sā nī
sā sā gā re nī
re gā nī dhā pā
u: nām tere to hamne apnī zindgī kar dī
tujhko mānā khudā tujhī se bandgī kar lī
a: nām tere to hamne apnī zindgī kar dī
tujhko mānā khudā tujhī se bandgī kar lī
terī bāṇhoṅ meṅ hī hai sārā armāṇ merā
chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā
u: chāṇd tāroṅ meṅ nazar āe chehrā terā
do: jab se mere dil pe huā hai sanam pahrā terā