दिल का गुलदस्ता बाँहों का हार्
अपने जीवन की उलझन को कैसे मैं सुलझाऊँ -2
अपनों ने जो दर्द दिए हैं कैसे मैं बतलाऊँ
प्यार के वादे हो गए झूठे ( वफ़ा के बंधन टूटे ) -2
बनके जीवन-साथी कोई ( चैन मेरा क्यों लूटे ) -2
ऐसे जीवन-साथी से मैं कैसे साथ निभाऊँ
अपने जीवन की …
कैसे-कैसे भेद छुपाएँ ( हाथों की रेखाएँ ) -2
कोई ना जाने इस जीवन को ( ये किस ओर ले जाएँ ) -2
पढ़ ना पाऊँ लेख विधि का पल-पल मैं घबराऊँ
अपने जीवन की …
दिल में ऐसा दर्द छुपा है ( मुझसे सहा ना जाए ) -2
कहना तो चाहूँ अपनों से मैं ( फिर भी कहा ना जाए ) -2
??
अपने जीवन की …
apne jīvan kī uljhan ko kaise maiṅ suljhāūṇ -2
apnoṅ ne jo dard die haiṅ kaise maiṅ batlāūṇ
pyār ke vāde ho gae jhūṭhe ( vafā ke baṅdhan ṭūṭe ) -2
banke jīvan-sāthī koī ( chain merā kyoṅ lūṭe ) -2
aise jīvan-sāthī se maiṅ kaise sāth nibhāūṇ
apne jīvan kī …
kaise-kaise bhed chhupāeṇ ( hāthoṅ kī rekhāeṇ ) -2
koī nā jāne is jīvan ko ( ye kis or le jāeṇ ) -2
paṛh nā pāūṇ lekh vidhi kā pal-pal maiṅ ghabrāūṇ
apne jīvan kī …
dil meṅ aisā dard chhupā hai ( mujhse sahā nā jāe ) -2
kahnā to chāhūṇ apnoṅ se maiṅ ( phir bhī kahā nā jāe ) -2
??
apne jīvan kī …