Dil janglee kabootar ... maine dil jaanam ke naam kiyaa

दिल जंगली कबूतर ... मैने दिल जानम के नाम किया
Work
Year
Language

होय होय
दिल जंगली कबूतर होय होय
चुपके से उड़कर होय होय
जाने जा बैठे होय होय
किस छत के ऊपर होय होय होय
इसलिए ये पहला काम किया मैने दिल जानम के नाम किया
दिल जंगली कबूतर …

यूं आए जवानी यूं जाए जवानी
जैसे बह जाए दरिया का पानी
इससे पहले कि मर जाएं ओ यार मेरे कुछ कर जाएं
दिल जंगली कबूतर …

सौदागर आए जादूगर आए
सब ठीक था लेकिन जब आशिक़ आए
दुनिया में मची होय होय
तू कैसा पागल आवारा तू बन जा मेरे नैनों का काजल
ये दावत मुझे कबूल नहीं
इस गली की कुड़ियां जादू की पुड़ियां
चलती हैं दिल पे ये बन के छुरियां
क्‌या करें ये जितने मुंडे हैं
सब तेरे जैसे गुंडे हैं होय होय
दिल जंगली कबूतर …

hoy hoy
dil jaṅglī kabūtar hoy hoy
chupke se uṛkar hoy hoy
jāne jā baiṭhe hoy hoy
kis chhat ke ūpar hoy hoy hoy
islie ye pahlā kām kiyā maine dil jānam ke nām kiyā
dil jaṅglī kabūtar …

yūṅ āe javānī yūṅ jāe javānī
jaise bah jāe dariyā kā pānī
isse pahle ki mar jāeṅ o yār mere kuchh kar jāeṅ
dil jaṅglī kabūtar …

saudāgar āe jādūgar āe
sab ṭhīk thā lekin jab āśhiq āe
duniyā meṅ machī hoy hoy
tū kaisā pāgal āvārā tū ban jā mere nainoṅ kā kājal
ye dāvat mujhe kabūl nahīṅ
is galī kī kuṛiyāṅ jādū kī puṛiyāṅ
chaltī haiṅ dil pe ye ban ke chhuriyāṅ
k‌yā kareṅ ye jitne muṅḍe haiṅ
sab tere jaise guṅḍe haiṅ hoy hoy
dil jaṅglī kabūtar …