Dil huaa bekraar aahistaa aahistaa ... ho gayaa tumse pyaar

दिल हुआ बेकरार आहिस्ता आहिस्ता ... हो गया तुमसे प्यार्
Work
Year
Language

दिल हुआ बेकरार आहिस्ता आहिस्ता
हो गया तुमसे प्यार आहिस्ता आहिस्ता
दिल हुआ बेकरार …

जाने क्‌यों हो गया मेरा दिल दीवाना
बनते बनते बन गया प्यार का अफ़साना
ऐ जान-ए-जां आँखों में वो छाने लगा खुमार आहिस्ता आहिस्ता
दिल हुआ बेकरार …

मौसम की हवाओं में खुश्बू तेरे प्यार की
साँसें करने लगी बातें इजहार की
आने लगा नाम होंठों पे बार बार आहिस्ता आहिस्ता
दिल हुआ बेकरार …

dil huā bekrār āhistā āhistā
ho gayā tumse pyār āhistā āhistā
dil huā bekrār …

jāne k‌yoṅ ho gayā merā dil dīvānā
bante bante ban gayā pyār kā afsānā
ai jān-e-jāṅ āṇkhoṅ meṅ vo chhāne lagā khumār āhistā āhistā
dil huā bekrār …

mausam kī havāoṅ meṅ khuśhbū tere pyār kī
sāṇseṅ karne lagī bāteṅ ijhār kī
āne lagā nām hoṅṭhoṅ pe bār bār āhistā āhistā
dil huā bekrār …