दिल हो उन्हें मुबारक जो दिल को ढूँढते हैं
दिल हो उन्हें मुबारक जो दिल को ढूँढते हैं -2
हम दिल से हाथ धो कर क़ातिल को ढूँढते हैं -2
ए मौत आ के तू ही अब रास्ता दिखा दे -2
दर-दर भटकने वाले -2
मंज़िल दो ढूँढते हैं -2
हम दिल से हाथ …
जब मिट रही हो हस्ती खो जाए दिल तो क्या ग़म -2
उल्फ़त में मिटने वाले सब दिल को ढूँढते हैं -2
नादाँ थे कितने हम भी दुनिया के सफ़र में
खुद ही डुबो के कश्ती साहिल को ढूँढते हैं
हम दिल से हाथ …
dil ho unheṅ mubārak jo dil ko ḍhūṇḍhte haiṅ -2
ham dil se hāth dho kar qātil ko ḍhūṇḍhte haiṅ -2
e maut ā ke tū hī ab rāstā dikhā de -2
dar-dar bhaṭakne vāle -2
maṅzil do ḍhūṇḍhte haiṅ -2
ham dil se hāth …
jab miṭ rahī ho hastī kho jāe dil to kyā ġham -2
ulfat meṅ miṭne vāle sab dil ko ḍhūṇḍhte haiṅ -2
nādāṇ the kitne ham bhī duniyā ke safar meṅ
khud hī ḍubo ke kaśhtī sāhil ko ḍhūṇḍhte haiṅ
ham dil se hāth …