chāṇd āyā hai zamīṅ pe āj garbe kī rāt meṅ
chhupā hai vo yahīṅ-kahīṅ pe āj garbe kī rāt meṅ
are ḍhūṇḍho-ḍhūṇḍho re śharmā rahā hai vo
kuchh to bāt hai jo āyā vo
are ḍhūṇḍho-ḍhūṇḍho re śharmā rahā hai vo
kuchh to bāt hai jo āyā vo
mauqā hai ye kahne-sunne kā
mauqā nikalne nā do
mauqā hai ye kahne sunne kā
mauqā nikalne nā do
chāṇd āyā hai zamīṅ pe āj garbe kī rāt meṅ
chhupā hai vo yahīṅ-kahīṅ pe āj garbe kī rāt meṅ
chup tumhāre un laboṅ pe bhī hai
chup hamāre in laboṅ pe bhī hai
boltī haiṅ ye nigāheṅ mere yār mere yār
chup tumhāre un laboṅ pe bhī hai
chup hamāre in laboṅ pe bhī hai
boltī haiṅ ye nigāheṅ mere yār mere yār
ho hasīṅ ho sanam tum chāṇd se bhī jyādā
ho hasīṅ ho sanam tum chāṇd se bhī jyādā
gahrī haiṅ zulfeṅ jaise rāt koī
ho tārīfeṅ karo nā itnī bhī jyādā
rukeṅ nā śharam se ye sāṇseṅ merī
jo dil meṅ hai bolūṇ maiṅ
bas tum ko hī dekhūṇ maiṅ
jīvan yūṇ hī bitā dūṇ oh ho mere yār mere yār
mere yār mere yār
chāṇd āyā hai zamīṅ pe āj garbe kī rāt meṅ
chhupā hai vo yahīṅ kahīṅ pe āj garbe kī rāt meṅ
are ḍhūṇḍho-ḍhūṇḍho re śharmā rahā hai vo
kuchh to bāt hai jo āyā vo
are ḍhūṇḍho-ḍhūṇḍho re śharmā rahā hai vo
( mauq hai ye kahne sunne kā
mauqā nikalne nā do ) -2
pyār sā nahīṅ jahāṇ meṅ koī
yār sā nahīṅ jahāṇ meṅ koī
donoṅ ke binā yahāṇ pe jīnā kyā mere yār
ho pyār sā nahīṅ jahāṇ meṅ koī
yār sā nahīṅ jahāṇ meṅ koī
donoṅ ke binā yahāṇ pe jīnā kyā mere yār
ho pahlī nazar meṅ lūṭā thā dil ko
jādūgar salām mer tumko
hūṇ itnī mohabbat doge jo hamko
kam hī paṛegī ziṅdgī hamko
janmoṅ kā nātā hai ye
pyār-vafā kā riśhtā hai ye
ṭūṭe nā ye baṅdhan dekho ho mere yār mere yār
mere yār mere yār
kyā-kyā irāde hone lage haiṅ is garbe kī rāt meṅ
is garbe kī rāt meṅ
qasme-vāde hone lage haiṅ is garbe kī rāt meṅ
is garbe kī rāt meṅ
vāh re vāh kyā āī hai ye rāt re
chhiṛī hai milan kī koī bāt re
ham bhī to haiṅ tum dilvāloṅ ke hī sāth re
ham bhī to haiṅ tum dilvāloṅ ke hī sāth re
ho
ham bhī to haiṅ tum dilvāloṅ ke hī sāth re -4