Dil gham se jal rahaa hai jale, par dhuaan na ho

दिल ग़म से जल रहा है जले, पर धुआँ न हो
Work
Year
Language

दिल ग़म से जल रहा है जले, पर धुआँ न हो
मुमकिन है इसके बाद कोई, इम्तेहां न हो

दुनिया तो क्‌या ख़ुदा से भी घबराके कह दिया -2
वह महर्बां नहीं तो कोई महर्बां न हो
दिल ग़म से …

लूटा ख़ुशी ने आग लगा दी बहार ने -2
बरबाद इस तरह भी किसी का जहाँ न हो
दिल ग़म से …

अब तो वहीं सुकूं मिलेगा मुझे जहाँ -2
ये संगदिल ज़मीं न हो, आस्मां न हो

दिल ग़म से जल रहा है जले, पर धुआँ न हो

dil ġham se jal rahā hai jale, par dhuāṇ na ho
mumkin hai iske bād koī, imtehāṅ na ho

duniyā to k‌yā khudā se bhī ghabrāke kah diyā -2
vah maharbāṅ nahīṅ to koī maharbāṅ na ho
dil ġham se …

lūṭā khuśhī ne āg lagā dī bahār ne -2
barbād is tarah bhī kisī kā jahāṇ na ho
dil ġham se …

ab to vahīṅ sukūṅ milegā mujhe jahāṇ -2
ye saṅgdil zamīṅ na ho, āsmāṅ na ho

dil ġham se jal rahā hai jale, par dhuāṇ na ho