दिल गया दिल गया मेरा दिल गया
हे हे हे ये ला र रा ला ला ए हे हे हे हे
हे दिल गया दिल गया मेरा दिल गया
देख के तुम को यार आज पहली बार
लगता है हम को हो गया है प्यार
दिल गया …
हो ओ ए हे
ये दीवानगी क्या बात है
ये दिल की लगी क्या बात है
नसीबों का खेल क्या बात है
हमारा ये मेल क्या बात है
तुम्ही से है रोशन ये दुनिया मेरी है मुझ पे तुम्हारा नशा
दिल गया …
हो हे ए ए
सुरों की हवा चलती रहे
नए साज़ में ढलती रहे
मुहब्बत की धुन बजती रहे
ये महफ़िल सदा सजती रहे
मेरी धड़कनों में समाए हो तुम कभी होंगे हम न जुदा
दिल गया …
हो हो ए हे
come on every body. Let's sing together
दिल गया …
he he he ye lā ra rā lā lā e he he he he
he dil gayā dil gayā merā dil gayā
dekh ke tum ko yār āj pahlī bār
lagtā hai ham ko ho gayā hai pyār
dil gayā …
ho o e he
ye dīvāngī kyā bāt hai
ye dil kī lagī kyā bāt hai
nasīboṅ kā khel kyā bāt hai
hamārā ye mel kyā bāt hai
tumhī se hai rośhan ye duniyā merī hai mujh pe tumhārā naśhā
dil gayā …
ho he e e
suroṅ kī havā chaltī rahe
nae sāz meṅ ḍhaltī rahe
muhabbat kī dhun bajtī rahe
ye mahafil sadā sajtī rahe
merī dhaṛaknoṅ meṅ samāe ho tum kabhī hoṅge ham na judā
dil gayā …
ho ho e he
come on every body. Let's sing together
dil gayā …